Same input = Same output

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Same input = Same output
    dosto agar hamein forex market main kamyabi nahe horahi tu hamein apni trading strategy ko badal laina chahye kion k same way say trade kartay rahein gay tu os k results bhe same he atay rahein gay es liye change is inevitable
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Same input = Same output

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sonia_raza پيغام ديکھيے
    dosto agar hamein forex market main kamyabi nahe horahi tu hamein apni trading strategy ko badal laina chahye kion k same way say trade kartay rahein gay tu os k results bhe same he atay rahein gay es liye change is inevitable
    Ham trading karne ke liye Itni Jyada mehnat Karenge utna hi profit Bhi Na Sakenge agar mein Naat Nahin Karenge to profit banana bhi impossible hai isliye hardworking Karen aur profit Banaye
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Same input = Same output

      Ap thek keh rahi ho k forex market main agar ham results ko behter karna chahtay hai tu phr hamein chahye k ham input ko change karein kion k agar hamein achay results nahe mil rahay tu phar hamaray kam k andaz main he koi galti hai
      • #4 Collapse

        Re: Same input = Same output

        jitne mgnaat kraii gy utnaa hi outt putt milaii gaa hmaiin yeh nhee hO sktaa k mehnaat ziada hO aurr output kaam hO ya mehnaat kaam hoo aurr outputt ziadaa tO aisa kaabhii bhee nhe hO sktaa haii...isliyee hmaiin chaiyaii k aonee mehnaat brhaiinn aurr....aur dsra yeh k startegies ko bhe chngee kiaa jaii aur agar samee startegyy hOge tb bhee humm sahe earn nhe kr pataii hain isliye changess zrorii haiiinn
        • #5 Collapse

          Re: Same input = Same output

          Ap ki baat theak hy k agr hum ko forex MA profit nai ho raha to hum ko ya dakha cahy k kia vja hy hum say kasa galti ho rahi hy aur phr us galti ko hum ko over come kar k dubra new plane say trade start karni cahy ta k hum sai say earning start kar sakin.
          • #6 Collapse

            Re: Same input = Same output

            G aisa he hai,trading experience matter karta hai kaam karne ke liye Hamesha experience ki jarurat hoti hai yeah experienced ke paas Nahin hota hai wo kaam nahi kar paate necessary Kaam Ki Jodi esechi mere ko gora karna hota hai kam karne ki jo Basic concept hote hain aap message karne se aate hain bas karne se Milta hai aur kaun sa kaam karne se pehle Ho Jati Hai actors cancel karne chahta hai aur kaun kar Jata Hai wahan par hai
             
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Same input = Same output

              bohat achi thread hai ap ka ,forex market mai profit bhe hai aur loss bhe hai. Jab hum market mai strategy bantey hai aur market mai trend ko maloom krtey hai tou hum es market mai 100% successful trader ban sakty hai. jis sey humri earning bhe zada ho gy.galt strategy ka resul bhe galt he ata hai
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Same input = Same output

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sonia_raza پيغام ديکھيے
                dosto agar hamein forex market main kamyabi nahe horahi tu hamein apni trading strategy ko badal laina chahye kion k same way say trade kartay rahein gay tu os k results bhe same he atay rahein gay es liye change is inevitable
                Aap ny bilkup sae kaha agar him apni trading stragity ko change nai karien gy to hamain daily basis par woh e result milain gy jo hamain loss ki sorat main pehly b milty hain agar himain profit nai ho raha to hamain apni stregity change kar k analysis karny chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Same input = Same output

                  ap ki equation bohat he achi hai,Forex market ko jab ak trader jion krta hai tou phr wo es market mai trade kr key profit bhe earn kr sakta hai aur bad trading ki waja sey loss bhe ho sakty hai. Forex market mai achi strategy sey earning regular ho sakty hai.es liye apni strategy ko improve kartay rahein
                   
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Same input = Same output

                    forex mai hum jitne amount invest kary gy hamy utna he profit mily ga hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar saky hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or kabe be band na hony wala business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Same input = Same output

                      profit acha hasial karna hain to hamy pahly paisa invest karna chahey pher he hum market mai runing hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Same input = Same output

                        capital acha ho ga to hamy munfa be acha he mily ga forex aik bohat bara business hain hum is mai live or sada urdu mai kam karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain forex business pury pakistan mai legal ban cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Same input = Same output

                          mere khayal mein aapne acchi baat kahi hai kyunki agar koi strategy achha result nahi de rahi tu usko change kar lena chahi aur change karne se result acche milte Hain to phir hamein aise mathur par kaam karna chahiye jisse profit achha Ho koshish karna chahie loss baar baar na Karen agar trading ki samajh nahin aati to fresh mind ke sath trade Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Same input = Same output

                            Trader ko chahey kay ager us ko apni strategy say koe fida nahi ho raha to us ko pehlay to apni trading strategy ko dekhna chahye kay us main kia kia khamian hain ager trader samagta hay kay us ko trading strategy change ker leni chahye to new trading strategy bana ker trader new way say trading shoro keray. is say fida ho ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Same input = Same output

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: sonia_raza پيغام ديکھيے
                              dosto agar hamein forex market main kamyabi nahe horahi tu hamein apni trading strategy ko badal laina chahye kion k same way say trade kartay rahein gay tu os k results bhe same he atay rahein gay es liye change is inevitable
                              Salaam Walekum Hame Apne A trading mein agar Hum musalsal loss Mein ja rahe hain tu apni trading strategy ko change karna chahiye same way same tarike se Tu same hai result aayega isliye use badlenge Tu Yakeen Prophet ki Umeed ki Ja sakti hai Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X