forex in islam
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex in islam
    aj kamera swa;l h k kya hm jo forex form ko join kr raeh hain or is p kam kr raeh hain to is ka islam mein kya hazseyat h aya islam mein is p kam krna saeh h ya ni
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex in islam

    Dear jahan tak me janta hon islam me har wo kam jaiz hai jis me apki mahnat ho or wahan apko loss ka dar ho beshak sy apki investment na ho ab ap ye dekhen kah forum pe ap mahnat sy posting karty ho bonus hasil karny kay lye or us bonus sy ap trading karty ho jis me apko loss bhi hota hai
    • #3 Collapse

      Re: forex in islam

      Islam main forex trading jaiz hai ya nehi iska decision apko apny sect ky religious teacher sy lena chahiay ky forum main apko kon bataey ga ky her koi try yahan per trading kerny wala hai jo khud ko kisi na kisi terha satisfy kiay huey hai tou apko bhi pehly satisfaction ker leni chahiay phir forex trading start kerni chahiay
      • #4 Collapse

        Re: forex in islam

        G han dosto my apki bat sy itafaq karta hun ye b ak business hai aur business krna islam main jaiz hai q k islam us har chez ki ijazat deta hai jis main ap ki mahnat ho aur koe galt ya aesa kam na ho jis main ap ki wajah sy ksi dosry ka nuksan ho aur dosto forex main ap apni puri mahnat kar k es sy profit hasil karty hain ye koe najaiz kam nahi hai
        • #5 Collapse

          Re: forex in islam

          As-Salaam-Alaikum dear friends Aap Ki Baat bilkul theek hai bahut Sare Log Kehte Hain Ki Forex Islam Mein Jazz Nahin Lekin hum log toApni knowledge or experience mainbahut zyada mehnat Karke a a apna kaam karte hain trading or posting caaur Iske baad Hamein bonus Milta Hai agar Hum isme Mein mehnat Nahin Karenge Tu Hame kuch bhi hasil Nahin hoga isliye Ye Jo Ka mahine se kiya ho ho kam va Islam main jaiz hai hi trading mein a loss of profit Ho Wo Kaam bhi Islam Mein jayaz Hai Aur trading mein loss profit hoti hai Mere khalyMein yeah kaam bahut achha hai hi Kyunki Hum isme bahut zyada mehnat Karte Hain mehnat se a Jo kaam kiya ho wa Jazz Hai
          • #6 Collapse

            Re: forex in islam

            G han islam ma hr wo kam jaiz hai his ma mehnat ki Jaye or for ex trading ma hm sirf mehnat hi krty hain tbhi hmy kuch milta hai or jb hm insta account bnaty hain waha option ata h k swap free account bnna h ya nahe to ap ki mrzi Jo select kren me yehi kahon GI k he Galt nahe hai Islamic way k mutabiq bilkul sahi hai q k es ma investment bhi hmari mehnat hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: forex in islam

              jb jein yeh kaam shuru krnaii lgaa thaa tO sbb see ohlaio meraa yeh hee sawaal thaa k kiaa oss see anai waloo incOmee halal haii auurrr.....aurr kia yeh kam krnaa islaam mein jaizz hai tO mein nyy youtunee pyy ulma k bayan sunnao jin mein unhOn nyy iss kaam kO halal krar diaa haiii tb he mein nyy yeh kaam shuru kiaa
              • #8 Collapse

                Re: forex in islam

                Dear brother forex boht hi acha kam hain islam main wo kaam jis main mehnat aur masaket ki jay wo jaizz hi hota hain hum yahan par kaam kar k aur boht zaida mehnat k bawjood profit kamaty hain pher ja kr humy bones milta hain wasy b jo insaan mehnaat krta hain usy us ka fall zarur milta hain 1 aur baat hain jo insan apni puri mehnat se kam kre usy kuch na kuch zarur hasal ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: forex in islam

                  islam halal kamye ka hukam deta hain forex mai hum kam kar ky halal roze haisal kar saky gy forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik aam business ka terha nahi hain hum is mai agar kam karty howe marketky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: forex in islam

                    islam mai forex halal hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex mai hum amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex in islam

                      forex islam mai halal hain hum is mai mahnet sy kam karty hain to hamy earning milte hain or hum apne zarorto ko pura karty hain forex business pury pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex in islam

                        Ap ney bohat acha thread post kia hai. likan mai es business mai new ho aur meery pass koi zada knowledge nahi hai. Es lye mujh koi idea nahi hai k forex ko jion krney key lye Islam mai kia parameters hai. Eskey bry mai ak Islamic scholar he best guide kr sakta hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X