dear friends ziada social media use karny main ap ki trade main bohut bura asar parta hai kyon k ye bat main apni bta rhaa hun aur bohut sary log asy hain ju issi wja say apni trade main nuksan kar rahy hain aik tu har time social media use karny say ap ka trading ki traf dhyhan hat jata hai jiss say ap trading main focus nahi kar paty iss leay hmain apna focus ziada trading main dena chaheay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим