Hi friends ap log sab kaisay hain umeed hai sab kush aur khiriyat say hon gay bhai sawal ye hai k ye copy trading kia chiz hai isko ham kaisay use karty hain is ka faida kia hai hamy aur isko ham kaisay learn kar sakty hain agar kisi ko pata hai tu please share karyn.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим