jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.
    dear maira ap sab ko yeh mashwara ya k hamain jis trade main koi confidence na ho aisi trade kabhi nai lagani chaye q k aisi trade risky hoti hay aur ham jitna ziada risk laingay hamain us hisaab say khatra barhata jayega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

    Confidance hota hai tab hi ham trade open kerty hain lekin jab ham trade open ker chuky hoty hain tab hamain pata chalta hai ky ham ny koi mistake ker di hai jis sy hamain continue loss hona shoru ho gia hai aur ham aesy loss sy khud ko kesy bacha sakty hain phir hamain yeh sochna hota hai ya isky liay planning kerni hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

      G han trade conform hi lagani chahye doubtfull trade opan nhe karni chahye kyun k wo apky lye loss ka baes ban sakti hy aur account wash bhi kar sakti hy, lehaza jab market ki posation clear ho to hi trade opan karen aur jab bhi ap chance lety hen to kabi kabhi faida jo sakta hy zarori nhe har dafa profit ho
      • #4 Collapse

        Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

        Bilkul aesa hi hay trading business main humain bilkul bhi aesi trade open nai karni chaiay jis main humainnlage k humain loss ho sakta hay trading hamesah tab hi karni chaiay jab ap ko confirm ho k ap ko achi trade mil sakti hay kiu k trading mainntukay par kam nai kia ja sakta aur na hi ap confiusion main achi trade kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

          g han bhai ap thk kh rhy ho agr hm forex pr kakmyab ho na chty han tu us kae lyae confidence ki bht zroat ha agr trade confidence kae bgair ki jae tu us m loss honae ka zyda chnce hota ha is lyae trade jab b kro tu confidence asae kro or confedence apko mhnt krnae sae ae gga ap jitni mhnt kro gy or jitna zyda ap market ko smjo gy experince uthna hy brhae ga apka or apki trade axe hogy
          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
          Please visit my trading journal from here
          • #6 Collapse

            Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

            G han dost ap ny bilkul thk kaha hai k forex trading ak aesa business hai jis main agar ap ko jis pair k bary main knowledge nahi hai to ap ko chaiy k ap us my treading na kary q k aesa krny sy apko loss b Ho sakhta hai es ly meri apko advice hai K agar ap chaty hain k ap forex trading sy profit hasil karty rahy to es k ly ap usi pair my treading kary jis k bary main knowledge aur experience rakhty hain taky apko ksi kisam ki koe tenshan na aur acha porfoam kar skhty hain
            • #7 Collapse

              Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

              Jab bhi trade open karni ho market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k confidence k sath open karni cahaiye aur agr hum confidence se trade open karain gay tu wo trade se hi profit earn kar saktay han aur js trade mein confidence na ho wo trade open nhi karni cahaiye kiok is mein loss bhi ho sakta hy
              • #8 Collapse

                Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

                dear friend ap ki bat thek hai trading lgany say pehly ager ap ko apny uper aitbar nahi hai ya ap confuse hain tu ap ko kabhi bhi wo trade nahi lgani chaheay kun k wo trade ap ko nuksan day sakti hai trade lganty wakt fear say bachna chaheay bjiss say ap emotions main aker apni trade galt lgaty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

                  g ha brother thek kaha hai ap nay forex main kam karny k leay sab sy pehly ap pas itna confidence hona zror chaheay k ap ko aik ya do dafa loss ho jay tu ap ko darna nahi chaheay jab ap dar jaty hain tu next trade karty hoay ap k ander jazbat jaty hain jiss say phir loss honta hai es leay pory confidnece k stah kam karna chaheay.
                  • #10 Collapse

                    Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

                    yes sir ap theak khe rahe han jab be hum koyi be trade ko open karte han jab hum ko lagta hye ke ye trade hum ko big loss be de sakte hye to hum ko chahye ke os trade ko open he na karan me ne ye dekha hye ke wohi trade hum ko big loss dete haye js pr hum ko start me confidence nahi hota hye as lye apne trade ko hum safe agr rekahna hye to hum ko soch samj kr and achi points pr apne trade lagne ho ge js se hum ko acah fayda ho sakta hye agr hum apne tradeing me sabar se kam lete han to hum ko on se acha fayda ho jata hye ye agr ap sub try kr ke dain ge to hum ko acha fayda ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

                      dekhy confidence to kisi bhi trade main nahi hota dear is k liye confidence paida karna parta hai agar ap is main analys kar k ye jan lete hain k ab markete ap k favor main move kary gi to is sy apka confidence level badh jata hai aur ap is main trade achy sy kar paaye gy.
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

                        G forex trading business mein trade open karne k liye hum achi traha analysis kartay han aur analysis kar k sabar se trade open karni cahaiye aur wo hi trade open karni cahaiye js mein hum ko confidence ho k is trade mein hum profit earn kar saktay han phr hi trade open karni cahaiye
                        • #13 Collapse

                          Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

                          G ha ya ap ka question bohat acha ha ya bhat ap ma thek kahi ha g ha jis ceez ma ap ko confidence na ho wo ceez ap kabi na karay confidence ap ko ushi ceez ma hota ho Jo ceez ap ko pata Hoti ha ya confidence bohat achi ceez ha lakin over confidence utni hi buri ceez ha
                          • #14 Collapse

                            Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

                            Zee School, Hamare Paas confidence Na Ho Wo Kaam kabhi bhi Hamara achha nahi ho sakta stability Kabhi Nahi Usman Shakti ups and downs Mein Aate Rehte Hain working is par nahi ho sakti hai confidence ke sath kam karne ke liye Hame Force School mahaul mein kaam karke working generate Karni chahiye aur ek dusre se precious ke sath Karam kaam Karenge to Hame kuch bhi nahi aa se Milega Kaam ke liye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jis trade main confidence na ho wo trade kabhi nai lagani chaye.

                              agar hamary ander trade lagany ka confidence nahi hain to hamy kam karny ka risk nahi lena chahey q ky hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik real business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain yai pury pakistan mai legal ban cuka hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X