Apki kamyabi apke hath me hai..............

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apki kamyabi apke hath me hai..............
    Dosto har koe chahta hai k wo forex treading me kamyab ho lekin es kamyabi ko hasil karny k lye wo galt rasta apnata hai jo usy los me ly jata hai apki kamyabi apke apny hath me hai apki marzi hai ap khud ko kamyab bnaye ya nakam bnaye es me kisi dosry ki marzi ya hath nai hota ye sab hmary apny hath me hota hai agar hum secure treading karen gy tu los sy bachy rhy gy agar koe risky trade lgaye gy tu zahir hai us me los ho sakta hai es lye ye sab apk hath me hai k ap apny sath kya karty hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apki kamyabi apke hath me hai..............

    G han brother ap thek kah rahay hain, forex trading main kamyabi aur nakami har trader k apnay hath main hoti hay q kah har trader k apnay hath main hota hay kah woh loss wali trade open karta hay ya profit wali, agar us ki learning hogi aur woh market k trend k mutabik trade open karay ga to usay profit hoga aur woh kamyab hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Apki kamyabi apke hath me hai..............

      Dear aapki baat theek hai trading mein loss aur profit trader pe depend krta hai agr woh trade mein big lot use krega tu usko loss face krna prta hai aur agr woh small lot aur currency pairs mein trade open kry tu usko acha profit ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Apki kamyabi apke hath me hai..............

        G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai apny bilkul thek kha hai kah forex me hamrai kamyabi hamry apny hath me he hai ham jis traha bhi kamyab hona chahty han kamyab ho sakty han is me hamen sab sy pahly learning ki zarort hogi tab he ham kamyab ho sakty han
        • #5 Collapse

          Re: Apki kamyabi apke hath me hai..............

          G Bhai apki bat sahi hai kamyabi har insan k apne hath main hoti har koi chahta hai k wo kamyab ho jai acha profit earn kare lakin wo learn ki tarf nahi jate aur is tarha apna bhut loss aur bar bar loss karne k bad unhn samjh ati hai k wo tab tak earn nahi kar sakte jab tak wo learn nahi karenge to tab phr khuch log bahut mehnt karte hain aur apne apko kamyab trador banate hain
          • #6 Collapse

            Re: Apki kamyabi apke hath me hai..............

            Asslam o alikum jee haan bhaai jaan Aap ne bilkul theek hi kaha main sirf Itna kehna chahon ga Ke agar ham mehnaat Karen aur dill laga Kar kaam Karen tou ham waqai bohat jaldi Kamyab hongay kyon Ke Mehnaat hi sab koch Hai thanks
            • #7 Collapse

              Re: Apki kamyabi apke hath me hai..............

              forex mai hamy ache learning hasal kar ky market ky rules ko follow karty howe market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain agar hum is mai kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: Apki kamyabi apke hath me hai..............

                forex iak online business hain ham is main trading karty hain ham is main jitni zada mehant kary gy utny hi successful ho sakty hain agr ham is main hard work or mehant sy kam kary gy to ham is main kamyabi hasil kar ky acha profit hasil akr ky apni zarorto ko pora kar sakty hain or loss sy bach sakty hain yai aik international business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Apki kamyabi apke hath me hai..............

                  kamyabe hamy apne waja sy he hote hain hamy learning ko best bana kar market ky rules ky mutabik kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex mai loss ho ya profit hamy dono ko he qabol karna hota hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain yai pakistan mai be legal ban cuka hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Apki kamyabi apke hath me hai..............

                    Ji Bhai Apne Dil Ki Baat ki hai agar hard work Karenge to hum log forex market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Apki kamyabi apke hath me hai..............

                      Dear trading mein loss aur profit trader pe depend krta ha forex mai hamy ache learning hasal kar ky market ky rules ko follow karty howe market ky up down ko dahk kar analysis karay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Apki kamyabi apke hath me hai..............

                        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Kamyab Hona Chahte Hain to kamyabi hamare Mutthi Mein Hai Agar hum bahut hi jyada mehnat Karenge aur Pakistan Forex Mein expert trader banenge to hum bahut jaldi Kamyab ho sakte hain aur Har Waqt Pakistan Forex profit haseel kar Payenge thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X