Members mai aap sey guzarish kerna chahunga kay ab march ka last qauter ye 10 days mai sey 2 days guzar chukay hai or month closing ki taraf jaa raha hai. Aap ney apnay target ko kitna haasil kia hai. Kia aap ki posts ka target theek tarah sey pura ho raha hai? Kia aap ki trading ka profit abhi tak aap ki tawaqoo kay mutabik hai? Zaroor share karey takay sub kay liye josh ka sabab baney