Learning Every day is important.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3091 Collapse

    Ji bahi mera tu aik asool hai ke Aj ka kaam kal par mat.chorain aur main apnay is asool par poori tarah amal paira hon. Aur jab main daily forex market.ke baray main study karta hon tu mujhay bohut faida hot hai aur mere lie trading se profit earn karna asanbho jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3092 Collapse

      agar hum daily learning karen gay to humari trading achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain theak say focus karen kyun keh focus kar kay trading achi ho sakti hay humay sahi say time daina chahiey esmain
      • #3093 Collapse

        market main learn kar k hi hum achi trade karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum sucess hon gay aur experience hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur market main plane kar k hi hum sucess hon gay
        • #3094 Collapse

          learn kar k hi hum achi trade karein gay aur phar hi hum sucess hon gay aur jitna acha learn karein gay aur utna hi hum acha earn karein gay aur market main plane kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi profit hasil ho saky gay
          • #3095 Collapse

            learn karein gay tab hi hum run karein gay aur market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur jitna learn karein gay aur pahr hi hum sucess hon gay aur market main earning ho skay gi it is best
            • #3096 Collapse

              Forex business main zaida dair wohi kamyab ho skta hai jo zaida se zaida learning par focus karta hai kisi bhi din khod ko learning se dour mat rakhein aur yeh bhi khayal na karen ke main ab forex ka expert ho gia hon aur muje sekhny ki koi zarorat nai hai balke sekhny ke mamalay main hamesha pesh pesh rahein aur khod ko stress main na rakhein
              • #3097 Collapse

                agar hum daily learning karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay humay chahiey keh esmain theak say focus karen kyun keh esmain learnig karnay say he achi earnign kar sakty hay ye aik bohat acha business hay sahi say es business main mehant karni chahiey
                • #3098 Collapse

                  learn jitna karein gay utna hi hum is main earn karein gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is forex main hum apni marzi say hi trade kar k boht hi achi earning kar skay gay aur profit hasil ho saky ga
                  • #3099 Collapse

                    market main kam karna hay to learning kar kay achy say kam karna ho ga kun kay learning kay bgyr hum kuch nai kar sakty hain is main leraning aik aham kam hay jis main hum kam kar sakty hain dmeo ko use kar kay achy say trade main kam karna ho ga ta kay trade ko use karna huamry liye kafia madad say sakay earning hasil ho saky
                    • #3100 Collapse

                      forex trading main learning bohat zaroori hoti hay agar hum ziada say ziada learn karen gay market main to he hum achi earning kar sakty hay es business main humay money managemnet karty huway he kam karna chahiey tab he humari trading achi aur safe ho sakti hay esmain khoob time daina chahiey humay
                      • #3101 Collapse

                        Learning ka kbi bhi end nai hota har niya any wala din naye challenge le kar ata hai koun ke business main har roz modified hota hai agr ap sal pehle sekhy gay knowledge par rhein gy tu kuch bhi bhtr nai ho ga balke ap nichy aty jaein gy .Forex main up to date rahny ke ley har roz kuch niya niya sekhna chaye
                        • #3102 Collapse

                          No doubt forex learning is very important for forex trading. Aap chahy loss kerain ya profit earn kerain aap daily kuch na kuch learn kerty ho jo k aap ki trading techniques ko better banany main helpful hoti hai
                          • #3103 Collapse

                            Bilkul janab learning ki koi limit nahe es leye every day agar aap learning karna chaho tau kar sakte ho es leye jab be apko moka meley learning ki tau zaror kare Q k ik professional trader aap taab he ban sakte hai jab aap ache learning kare aor samje es business ko aor ye sab kuch aap easily kar sakte ho agar aap karna chaho tau
                            • #3104 Collapse

                              jitna learn karein gay tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi aur is forex main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karein gay aur market main kam karny main bi mushkil na ho saky gi it is best
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3105 Collapse

                                market main learn kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum sucess hon gay aur jitna is main learn karein gay is forex main utna hi hum real main bi earn kar skaty hain it is best

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X