Limits are so imortant in Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jee ek tou aap nay bohat achhi bat ki hai and iski ap nay example bhi bohat achhi di hai.orr ye common sense ki bat hai harr chezz ki.had hkti hai or hadd main hi achhi rehti hai.had se cross nahin honi chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Forex aap ko ability aur experience key mutabiq profit deta hy. Yeh aik risky business hy aur jitni aap mehnat krain gey, utna hi aap achi earning kr sakain gey. Jo trader without lack of knowledge aur learning key forex sey acha profit banana chahta hy woh loss uthata hy aur apna account wash krwa bethta hy.
      • #33 Collapse

        limits ka hamesha khayal karte hue trade lagani chahiye hamesha positively working ke sath market me work karna chahiye kabhi bhi over trade ya greed ke jaal me nahi phansna chahiye kiun ke pata nahi chalta or insan galati kar jata hai in sab cheezon ki during practice hame adat banane ki koshish khud se karni chahiye .
        • #34 Collapse

          g mein toh is cheez ka bohat bhara deliver hoon k limits bohat xarori haai or limits k bahgr trade toh asay hi hai jesay sea may phr rahye hai or pata na ho jaana kahan haai.. limit nahe toh loss bohat bhara hota haai
          • #35 Collapse

            G han ap bilkul theek keh rahay hain kay forex trading main limits bohat important hain jesa kay ap nay iron wali example di main us say bhi bilkul agree karta hon koi bhi business ho us main some type of limits zaroor hoti hain jin ko cross karnay say ap kay business pay effect hota hay forex main bhi esa hi hay k jab ap limits cross karen gay to ap ko loss face karna par sakta hay
            • #36 Collapse

              humain is main limit rakh kar kam karna ho ga jis say humain kam karny main achi earning haisil ho sakti hay magr humain stop loss ko use karn aho ga humain take profit ko achy say use karna ho ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #37 Collapse

                is main limit main rah k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur learn kar k hi hum is main earn kar sakty hain
                • #38 Collapse

                  sir baat ya ha kay apnay sahi kaha ha hamay apni limts ma hi rha kr tarding krni chhaiye qk agar ham lalch krty ha to hamay loss bhii ho sakta ha islay qk ham mehnat bhi lkrty ha or lalch say hamy loss bhi ho jata ha islay ma apko yahi kaho kay apko dakh kr or aram say trading krni chhaiye takay ham forex say earning bhi kr sakayy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #39 Collapse

                    Dear kisi b field mn limits r rules hoty hn agr hm us pr pabandi na karein to nuqsan hota ha isi tarah forex ki b limitations r rules hn jin follow karna bht zaroori ha.aik din mn kitni posts karni hn,account verify karna ha,aik ip pr 2 accounts use ni karny etc ,ye wo saro limitations hn jinhn hm ny follow karna karna r agr hm limitations cross karein gy to hamara account bann ho sakta ha.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X