Ghaltion ko remove ker kay trading kerna?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ghaltion ko remove ker kay trading kerna?
    Trader meray khayal main ager koe trader ghaltion ko time kay sath sath door kerta rehta hay aur un say bachnay kay liye trading ki practice aur knowledge hasil kerta rehta hay to wo aik din perfect trader ban sakta hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ghaltion ko remove ker kay trading kerna?

    G han bilkulagr trader mistake ko sahi time apr thek ker lety hai to un ko koi loss nhi hota agr koi galti ho jaen to us ko remove ker k trading krna zaida behtar hai or forex trading k liye ap k experince hona zrori hi jb ap k pas knowelged or experince ho ga to galtien bbhi kam ho gi or profit zaida ho ga or bilkulapny mistake ko sahi ker k ap achy trader bannn sakty hai
    • #3 Collapse

      Re: Ghaltion ko remove ker kay trading kerna?

      Bilkul galtyun ko khtam ker denay say trade bhi achi ho aur profit bhi acha ho ga mind freesh honay say galti bhi nshi hoti jab kou tenshion hoti hsi tab galti hoti hai aur jaldi bazi main big galti greed hai jis ko choorna mumkin nahi kuch days amal hota hai jab profit ata hai kuch profit gain kia pher wo galti samnay aa jati hai aur koi aisi galti nai senior teader achi trade kerty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Ghaltion ko remove ker kay trading kerna?

        koi bhi trader jo apni ghaltyun ko note karta ho aur usy theak karny ki koshish karta ho to wahi trader hi kamyab hota hai is trading platform par ayr ap isy aik mazaq na samjhy agar dil laga kar kaam kary gy tio dusry jobs wighera main dil nahi lagy ga q k ye apko itna ziyada profit dy ga.
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Ghaltion ko remove ker kay trading kerna?

          G aap ki baat bilkul drust hai or main ap k is baat sy itefaq karun ge k agr hum apni ghltion ki nishan dahi kar kay un ko door karty jayn to aik din mahir forex trader bun jayn gy. Jysa kay hum jaanty hyn kay mahir sy mahir forex traders ny bhi bht si ghltiyan ki hyn or bht nuqsaan uthaya hy lulykin unhn ny himmat nahi hari or apni ghltyon kay asbab jaan kar un ko darust kya or sath he sath mehnat lagan or koshish sy forex trading seekhy to hmyn bhi chahiyay ka hum iss cheez ko yaqeeny bnayn.
          • #6 Collapse

            Re: Ghaltion ko remove ker kay trading kerna?

            Ji haan sir bilkul theek kaha hai apne ghar Hum Apni galtiyo ko control Karte Hain air aik achy trader banny ke koshish karty hai to ham zror kamyaab ho sakty hai ku ke jo bhi kamyaab trader bana hai pehly ussne apni weakness ko control kar ke he kamyaab trader bana hai hamy bhi aisa he karna chahye
            • #7 Collapse

              Re: Ghaltion ko remove ker kay trading kerna?

              Jo bhi hamri galriya hoti hy un ko hamy remove krty rehna chiya kio k un ki agr ham sath my chalaty hy to hamy sirf loss hot hy un ka koi faida nai hota hy ham ko galrio ki dor krna chiya un k sath hamy jai chlana chiya our kbhi bhi galti ko egnore nai krna chiya ya khatam kr k hi ham kamyab hoty hy
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                Re: Ghaltion ko remove ker kay trading kerna?

                Forex trading business mein jab bhi loss hota hy tu kise mistake se hi hota hy aur forex trading business mein koi trader us waqt tak kaamyaab nhi ho sakta jab tak wo apni mistake ko cover nhi karta forex trading business mein kaamyaab honey k liye hum ko apni mistake se sekhna cahaiye agr hum apni galti se sekhtay han tu hi achi trading kar saktay han
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Ghaltion ko remove ker kay trading kerna?

                  forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin hamy apne galtiyo ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala international business hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X