Kya Fibonacci hamare liye helpful sabit ho sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Fibonacci hamare liye helpful sabit ho sakta hai
    Fibonacci ek bahut hai best indicator hai aur main indicator ke baje 1 better tool samajhta Hoon trading mein yeh hamare liye bahut helpful sabit ho sakta hai hame aise samajhne ki koshish karni chahiye agar hum Fibonacci ke level ko ham samajh jate Hain auron ko hum achi tarah Se predict kar lete hai to hum market me bahut acchi trades Le baat hai hame se jarur samajhna chahiye main jab Se ispe kam karna start Kiya hai tab Se Mai comes after reading kar raha hoon
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya Fibonacci hamare liye helpful sabit ho sakta hai

    Jee bilkul Fibonacci hamare liye helpful sabit ho sakta hai bahut si hasi seniors trader hai Jo Fibonacci pe trading karte Hain aur uske level pe hai apni trades ko open and close karte hain aur woh market mein achha khasa kama rahe hain hame bhi koshish karni chahiye ke hum har kisam ka knowledge gaine karne ki koshish Kiya kare hum jitni jyada mehnat se knowledge hasil karte Hain hum itne hi jyada successful Ho pate Hain isliye hamara knowledge hasil krna bahut hi zaroori hota hai aur hamen tabh hi kamyabi mill pati hai
    • #3 Collapse

      Re: Kya Fibonacci hamare liye helpful sabit ho sakta hai

      Fabonacci aik acha tool ha hm es ko use kr k profit kama sakty haen es k levels ko samjhna itna mushkil bhi ni ha.ye hamaen best stoploss point aur best take profit point daita ha.laikn phr bhi es mein loss bhi hota ha q k zruri ni hota k market un levels ko hi follow kre.es lye es k sath ap ko candlestick patterns ko bhi samjhna hoga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Kya Fibonacci hamare liye helpful sabit ho sakta hai

        Piary dost apki baat se main agree kerta hon. Phli baat to yeh hey keh Fibonacci aik indicator nhen belkeh yeh aik tool hey jisko trader use kerty hain. Fibonacci sirf us waqt hi effective hey jeb yeh apni requirment pori kerta ho. Ager fibonacci level ko market movement cross ker jati hey to phir isko us trade main follow na kerain.

        اب آن لائن

        Working...
        X