trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?
    mujha ap logo say ya pochna tha k jub hum kisi trade k liya kisi pair ko select kertain hian to is pair main kia kia khubiyaan honi chaya jis ki wajha say hummary trade profit main jaya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?

    G bilkul dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hai dear mery kheyal me just 3 pear aesy han jin me bhot risk hota hai or jis pear me usd ho wo ap koi bhi ly sakty han trading k lye real pe tarding karny sy pahly apko demo me pracyice karna lazam hai ta kah apko is bat ka andaza bhi ho jay kah kon sa pear thek hai trading k lye baki rhi bat profit ki to dear to ap k knowledge oe experience pe depend karta hai
    • #3 Collapse

      Re: trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?

      Brother ap new member hain to main ko mashwra deta hn ap ko trade k liay kam risky pair choose karo forex main risky pair bhi hain ar kam risky pair bhi hain but new trades k liay kam risky behtr rhta ha jis main currancy pairs shamil hain ziada trah new traders currancy pairs main trade karty hain es ki movement ziada hoti ha ar thoray waqat main profit earn kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: qutabsalar پيغام ديکھيے
        mujha ap logo say ya pochna tha k jub hum kisi trade k liya kisi pair ko select kertain hian to is pair main kia kia khubiyaan honi chaya jis ki wajha say hummary trade profit main jaya
        agar aap Kisi currency Peru oil trading karna chahte hain to uske liye proper plan Banaye aur usko Samaj par trading karne ki koshish Kare jisse aap successful trading kar sakte hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: qutabsalar پيغام ديکھيے
          mujha ap logo say ya pochna tha k jub hum kisi trade k liya kisi pair ko select kertain hian to is pair main kia kia khubiyaan honi chaya jis ki wajha say hummary trade profit main jaya
          Agar aap Kisi currency pair pair trading karna chahte hain aur acchi trading Karke profit gain karna chahte hain to kiske liye traders ko chahiye ke Bora planning Karke trading Kare aur Market ko Samajh Kar trading kare
          • #6 Collapse

            Re: trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?

            BHAI bohot he acha sawaal poocha hay aap nay aisay sawaal aap ko kamyabi ki manzilon say hamkinaar kar sakta hay, pair for trading ki selection aik bohot he aham kaam hay aap ka pair select karna he asal mn ic trading mn aham kaam ahy , aap ko pehlay tou different pairs ki movement check karen agar zayada ho tou aap kam capital mn usay select na karen or woh thread jiss mn spread zayada ho woh select na karen aap ko spread clear hoty he bohot dair ho jaye gi. jis pair ki bhi movement slow ho jaye woh select na karen or doosri baat yeh bhi hay keh ap kitna risk bardaasht kar sakty hen uc lehaaz say aap ko pair select karny chahye hen baaqi kaafi saaray or senior dost hazraat hen forum pr woh ho sakta hay mujh say zayada acha pair selection bata saken.
            • #7 Collapse

              Re: trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?

              Dear friend start main kam karne k lie diffrent pairs hain or thora mature trader k lie kuch or pairs hain. For example ap start main currency pairs par trade kartay hain. Kyon k currency pairs main movent fast nai hoti. Or kam lot k sath hum safely trade kar saktay hain. Or jab experiance ho jae to gold or dosray pairs b theek hain for fast trading.
              • #8 Collapse

                Re: trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?

                hmmm bbhaii meney to abhi start hi kia hai abhi tk to mujhay ye trading mein involve nhi hua hunn magrr dusron se yehi pta hua hai kay 3 pairs mein zayda profit hota hai sabsy zayda GOLD mein
                • #9 Collapse

                  Re: trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?

                  Trade KaRnay K liYe Pair ka seLection kartay Huay HumeN iS Baat Ka Khaas khayaal rakhna chaahiye k trade us pair py Lagaai jaaey jisko aasani se samjha Jaa sakay or jiski moVeMent bhi Achi Ho taakay Achi Earning ki jaa Saky isLiye huMen ChaahiYe k pair selection Experience K LiHaaz Se KaRen Agar ExpErience acha hai to GoLd py trade KaRen Warna EUR Usd Py bhi trade Secure hi hoTi Hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?

                    forex mai hamy pair ko apny experience ky mutabik select karna chahey forex aik world wide business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?

                      pairs ki slection k liye hmain os pairs ki price ko dekhna parhta hai k os ki market main kiya value hai jesy k hum spoose karty hain k hmary pass koi chez hai or hum ny osko bechn ahai yah k khredna hai or bechny k liye hum yah sochengy k hmain kahan se faida hoga zayda wahan bechygy or jub khareden gy tu yah sochengy k kam amount main hmain miljay esi trha hum pairs ki values ko dekh kar buy or sell karty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?

                        Brother ap new member hain to main ko mashwra deta hn ap ko trade k liay kam risky pair choose karo forex main risky pair bhi hain ar kam risky pair bhi hain but new trades k liay kam risky behtr rhta ha jis main currancy pairs shamil hain ziada trah new traders currancy pairs main trade karty hain es ki movement ziada hoti ha ar thoray waqat main profit earn kar sakty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: trade ko kerna k liya pair ko kasay chose kiya jaya?

                          Yeh to jb ap demo account pe practice krty hn to ap ko andaza ho jana chahiay k kon sa pair trading k liay tek ha. Pair.ka ap ny achi trh practice k bad selection kerni chahiay q k real trading mn ap ko us ka bhat faeda hota ha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X