Market Ko watch karte rahna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market Ko watch karte rahna
    dear members jub b hum trade open karte hai tu market ko watch karte rahte hai or daikhte rahte hai ke market kabi loss me chali jati hai or kabi profit me ap ka dil agy pichy hone lag jata hai zara sa uper ho tub b or nichy ho tub b aisa karna galt hai jub b ap trade open karo stop loss lagao or take profit lagao or phr chor do market ko.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market Ko watch karte rahna

    Dear esa wo log karty hai jo forex mai new hote hai unhe bhi apni analysis pay doubt hota hai to wo log khud ki satisfaction k lie market watch karty hai jb k iska koi faida nahi hota hai, ap jitni bhi market watch karle trade ager sahi lagai hugi to profit mai khud hi jaigi or ager sahi nahi lagai hugi to ap k market watch karnay ki waja say loss ki jaga say profit mai nahi ajaigi, so un logo ko chaheye k apnay ander passion peda Karen werna hamesha tension mai hi rahayngay ap, Thanks!
    • #3 Collapse

      Re: Market Ko watch karte rahna

      stop loss aaur take profitt wo log use kryaii hain jO bht bzyy hOtaii hain apne jOb mein jO baaf baar market ko nhee dekh sktaii hainn aur bht dfa wo is ke wajah se accnt wash hOnai se bach jatai hain aut kabhi profit lainay se bhe mehrom reh jatai hain....jo bndaa bar bar market kO open kr k dekh sktaa hai uskO in tools le zrOrat nhee hai
      • #4 Collapse

        Re: Market Ko watch karte rahna

        G Dear apne sahi kaha hai aksar aesa hota hai k market k sath sath hamri dadkan b chalti rehti hai lakin dear agar apke pas acha experiance ho achi learing ho acha knowledge ho to aesa nahi hota hai qk tab apki skills bahut hoti hain apko dar nahi lagta market ki aesi condition se is lye hamesha apni learing strong karen ta k apko kam se kam loss ho
        • #5 Collapse

          Re: Market Ko watch karte rahna

          dear bro jub bh ap trade lagain ap ko chay ke market ko watch kerty rahin keon ke forex market ka kush pta ni chalta seconds main kahan se kahan paunch jaty hy dosra ap market ko jitna ziada watch kren ge ap ko utna hi ziada knowledge and experience mily ge
          Signature removed by moderator
          • #6 Collapse

            Re: Market Ko watch karte rahna

            G Bilkul dear ap ne theek kaha hai jb bhe trading kren tu os per stop loss or take profit zaroor lagaye kyn ke market ka koie chance nhe hai kb down chaly jaye or kab up laken ap ko hamesha alert rehna chahye or risk kabhe bhe nahe lena chahye jitna risk factor ap kam rakhe gyen ap utne dair tk trading kr paye gyen other wise forex market boht he risky hai
            • #7 Collapse

              Re: Market Ko watch karte rahna

              dear jab tak ap forex market ko watch nhn karo gy tab tak ap es mai acha earn nhn kar sako gy lehaza ap se esi liye bola jata hai k ap mehant kro ta k ap ko idea ho jaye k ye business ap kese ache e ache tarha kar skte ho aur es mai apni trading ko mazeedbehtar tarha se kar skte ho forex behtreen business ki tarha ap ko faida de skta hai bas ap ko es mai acha faida hasil ho jaye ga lehaz aap ko kabi b loss face nhn karna chaiye bas ap ko mehant karni chahiye aur tabi ap acha earn kar k apni life ko mazeed behtar bana skte ho soo ap mehnat karo...
              • #8 Collapse

                Re: Market Ko watch karte rahna

                stop loss aaur take proffitt wo log use kryaii hai jO bht bzyy hOti hain apne process mein jO baar baar market ko nahi dekh sakta hainn aur bahut dfa wo is ke wajah se accent wash hOne se bach jatai ,hain aut kabhi income lene, se bhe mehroom reh jate hain,jo banda bar bar market kO open kr k dekh sktaa hai uskO in equipment le zaroOrat nahi hai
                • #9 Collapse

                  Re: Market Ko watch karte rahna

                  jee hain jub bi koie new trade lagatain hain to market main nazer rakhna bahot zaroori hota hay q ka market ka behavior ajeeb hota hay kabhi who up ki taraf jati hay to kabhi down ho ti hay is liya trade ka bad who he kamiyaab hota hay jo market per nazer rakhay
                  • #10 Collapse

                    Re: Market Ko watch karte rahna

                    Sir jab hum forex mien kam kerty hien tu hamnain as mien aa ker har bar market ko watch kerna hota hai jab hum as mien kesi bee pal market ko wastch na kerty hien tu haamin as mien ksei bee waqt zayada profit mil sakta hai or jab wo pal miss ho jata hai tu pher loss he loss hamain hota jata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market Ko watch karte rahna

                      G Han bilkul market ka analysis krny k liye market ko watch krty rhen acha hai kyun ky is see humen market ki movement samajhny men bohat help milti hai magar trade lgane k baad market ko bar bar watch krna galat hai aisa krny see humen loss ho sakta hai kyun ky jab hum is ko bar bar watch kren ge to hmara dehan strategy see hat jae ga jis see hum profit ki bjae loss ki traf chle jaen ge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market Ko watch karte rahna

                        me ne aksar logo se sunata hun jab wo trade lagte han to all time os dekh rahe hote han as ke waja se on ko kafi tensn bhe hote haye Q ke ye markt hey as me kabi hamri trade loss me jate haye kabi profit me as leye hum ko phle ye soch samj kr trade lgane chahye agr hum soch samj kr trade lagte han to hum ko apna tp and sl set kr ke as ko chor dena chahye ye one side to jaye ge he as me hum apne trade ko dekh kr tensn apna zayda na he krane to ye hamri leye acha hota hye
                        • #13 Collapse

                          Re: Market Ko watch karte rahna

                          G agr tu ap ko forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil hy aur ap forex trading business ki market ko samjh saktay han aur market ki movement ko dekh kar samjh kar aur analysis kar trade open kartay han tu phr ap is traha nhi karain gay aur ap ko apne analysis par eitmad hota hy k market kis tarf move karti hy aur ap stop loss aur take profit ko use kar k trade ko chorr dain gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Market Ko watch karte rahna

                            Market my sahi trha sy rehny k liya loss sy bchny k liya ham ko chiya. Ham market ko watch krty raha kry our is my jo bhi mvemint ho us ko smjhna chiya taky is my sahi trha sy ham kam kr sgy agr ham trading my market ki watch na krty hy nazar nai rakhty hy to phr hamy is my loss ho sgta hy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market Ko watch karte rahna

                              g han agr ap forex m kam kr ry ho ya ap ny forex trading chori hoi hy to pir b ap forex trading ki market ko watch krty raha kryn es sy ap ka experience bharta rahy ga q k just watch krny sy b ap ko pta chalta rehta hy k market kahan jaey gi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X