Confidence vs Knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bhaiiii knowledge he ki waja sy humy confidence ata hyoger hamary pas knowledge na ho to hum kuch bhi nae kar sakty hyyy,,....
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      dear yah dono chezain aik jaisy hai or main un main koi farq nahe samjhata koi k confidence knowledge se hi ata hai. or knowledge confidece se ata hai. to dear main to un dono ko lazm o malzoom samjhat hai. q k aik knowledge wala bandy main confidence hota jis se wo baher trading karta hai.
      • #48 Collapse

        confidence or knowledge dono bohut xaruri hai q ke aghatr hamary pass knowledge hoga to hum confidence ke sath trading kar sakty hai or aghar knowledge nahi hoga to hum fear ke sath trade karengy jis se hum loss kar jaty ghai
        • #49 Collapse

          aslamu alaikum: meray bhai dono ki apni apni jaga ahmiat hain aur dono important hain par agar dono mien mawazna kia jaye to learning zaida important hai dono mien.
          • #50 Collapse

            forex main good trader bannay ka lai ap ko bohat zyada mahnat karne ho ge tab ap forex main best trader ban sakty hain forex man jo bhi log kam karty hain wo forex main zyada time daty hainaur ofrex kay bara main zyada knowledge hasil kary hain tab ap earn kar sakty hain aur expereince peopel ban ka good trader ban sakty hain .
            • #51 Collapse

              g han dost confidence or kowledge dono hi zorori hai forx me agr ap k pas knowledge hai or confidence b hai to ap apna knowldge ko use karta hoa confidence se trade karni chahe
              • #52 Collapse

                confidence or knowledge dono ek dosre k bagair bekar hain kiyunki jub tak apko knowledge nahi hoge ap us kaam karne main thoda uncomfortable hoge or jub ap uncomfortable hoge to apka confidence level zero hojayega isi lye dono directly proportional hain.
                • #53 Collapse

                  confidence bhai jan aap ko knowledge se he hasil ho pata hai is business me kamyab hone ke lye aap ko jitna ho sake is ko learn karna chahiye or mehnat karte hue is me kam karne ki koshish karni chahiye warna is me kamyab ho pana itna easy or simple nahi hai jitna aap ko lagta hai .
                  • #54 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: daniya143 پيغام ديکھيے
                    Dear members kia aap samjhty hen k confidence knowledge se zaida important hay. ya phir knowledge confidence say ?
                    dono hi apni apni jaga ziyada important hain ager in main se koi aik mare pas na ho to hum aye nahi bar sakte hain ager hmare pas confidence na ho o hum agy e bahrne se daren ge
                    • #55 Collapse

                      confidence aur knoweldge dono zarori hia aur forex aik acha business hai aur mein is business ko bohat like karta hoon aur meri family bi is business ko bohat like karti ahi aur yeh business humara future hai aur is business mein hum achi earning kartay hain aur is business mein hum easily little effort sy acha earn kartay hain aur is business ko sab join kar saktay hain.
                      • #56 Collapse

                        confidence ho tu khuch difficult nai hai aur forex mein aap acha money make kartay ho so mein first market ko analyze karta hoon pir decision leta hoon aur yeh business students ky liye bohat fit hai aur mein daily aik huge money make karta hoon aur yeh business legal aur trusted hai aur yehi business humara future hai.
                        • #57 Collapse

                          confidence and knowledge dono ho aur forex mein kamiyab honay kay liye mehnat ki bahot ziyada need hoti hay aap ko chayie hota hay kay aap demo account par practice karay takay aap forex market ko understand kar sakay becasue forex kay begair ham forex say alearning kay begair ham forex say money made nahi kar saktay hay.
                          • #58 Collapse

                            trading karny kay laye confidence ka hona aik extra advantage hay aur is ka kafi faida hota hay aur knowledge kay baghher to trading ka tasavar bhe nai hay is laye agr confidence ki bat ki jaye to ap main jitna zyada confidecne ho ga itna hi ap ko faida ho ga
                            • #59 Collapse

                              assalam o alaikum g bhai jan forex me jasa k knowledge buhat zarori hai or isi trhan confidenc bhi buhat zarori hai or mere khiyal se humare pass knowledge nahin hai to humen confidenc to hota hai k jae ga or ye shayad best hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                confidence, knowledge dono aik dosre k bagair bekar hain q k jub tak apko knowledge nahi hoge ap us kam karne ma thoda uncomfortable hoge, jub ap uncomfortable hoge to apka confidence level zero ho jaye ga is lye dono directly proportional hain,,,,,,,,,,,,,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X