confidence of success
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex mein aap ko practice ki need hoti hai i liye sab aap ko suggest akrtay hain ky demo par jiyda pctice karey yeh aap ky liye bohat achi hai aur mistakes syaap khuch na khuch seekay is liye aap achay trader btay ho aur aap forex mein aik smart mney make kartay ho so yeh best method hai learning ka aur forex mein aap ko full confident hona chaiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Forex trading ma confidence he sb say ahm chese ha jo kamyabi k liay boht zrori ha.jb tk kisi ko apnay oper trust ho ga wo boht kamyabi hasil kr skta ha. forex trading ma confidence k sath work krtay hvay apnay target ko pora kia ja skta ha. kisi kism k loss ka dr nhe hona chahiay confidence k sath kam krna chahiay.
      • #33 Collapse

        Forex ko learn karne kay liye traders ko kahi door jane ki zarorat nahi hai or na hi kisi institute ko join karne ki zarorat hai, tradres forex demo account per practice kar kay apni skills or experience ko barha sakte hai or confidence kay real account mai trade kar sakte hai.
        • #34 Collapse

          dear ap ne bilkul theek kaha hy ke ap ko confidence of success lazmi hona chahye ta ke ap ka mind loss ki taraf jae hi na is lie apne mind ko active rakh ke forex pe trading karni chahye ta ke ap ko profit ziada ho
          • #35 Collapse

            g bhai jaan apne baat to bhot he ache kahe hai per mai forex mai new member he hu maine haal he mai forex join kia hai is waja say mje is bare mai itna ilam nhe hai mai yaha per to daily basis per learning he kar raha hu mai samjta hu forex per trading karna humare liye itna asan nhe hota hai humay ache say study karni chaiye
            • #36 Collapse

              mei aap ko aik top deta chaloo k agar aap ko confidence of success chahiye to ko sirf money management k rulse ko apply karna ho ga aur achi tarha say seekhna ho ga k aaya k money management hoti kya cheez hai . agar aisa nahi karo k to kabhi confidence nahi aaye ga.
              • #37 Collapse

                confidence tab he aata hai hum main jab hum ko trade ka experience or information ho jab ye donu hamrey pass hoti hain to trade best ho jati hai
                • #38 Collapse

                  dear informative topic hai junior members k lye aise topic se kafi kuch sekhne ko mil jata hai new members ko ap jese members ki waja se humko buhat help milti hai or jo senior members inka answer dete hain to or bhi zada help hojate hai I really appreciate you allkeep it up.
                  • #39 Collapse

                    Forex trade mein confidence hasil karna bohat zarori hai, aap use waqat confidence mehsoos kar sakta hai jab aap ka pass bohat sa knowledge ho aur eik reliable trading plan ho jo aap ko safe rakhe.
                    • #40 Collapse

                      Dear mere khayal se agr ham forex me full confidence ke sath kam nahi karte to hame is me sahi tarha se success nahi milta. Or main ne jab kabi bi forex me confidence ke sath trading ki hai muje is me bohat acha profit hota hai, or agr kabi meri trading me lack of confidence ho to main mostly loss ho jata hai, is liye main forex me cnofidence ka hona bohat hi zaruri samjta hon.
                      • #41 Collapse

                        success hony ky lye confidence hna chayie aur forex aik good business hay and learning bahot hi important hay than capital because agr aap kay pass knowledge nahi hoga tu aap forex say money made nahi kar sakay gayn log forex ko bahot pasnd kartay hay isi liye mein nay forex ko bahot ziyada learn kiya hay takay mein aik acha trader ban sakon .
                        • #42 Collapse

                          g han confidence trading main bohat ahmiat rakhta ha agar aap k paas confidence ha to aap trade kar k achi earning kar saktay ho bus aap k paas kuch trading skills honi chahye q k agar aap k paas tmam trading skills han to aap k paas confidence b a hi jata ha aur is tara aap ko kafi faida ho jata ha.
                          • #43 Collapse

                            in the trading we can make the profit and the lose and also lose our time then we will ssee the market in the second then we will make the trend in our way and also the get of dollers....
                            • #44 Collapse

                              g ha agar ap ma confadienc nhe hai to ap treading nhe kar sakta hai forex k ly ap k pass ak strong account knowlege or confadienc hona zarori hai varna ap treading nhe kar sakta
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                ji bilkul forex mai kam karne ke liye bi confidence bohat important hai or ap ke andar confidance tab ae ga jab ap ke pass experience ho ga or hamasha confidence se trading kare ge to hi ap forex se daily acha profit earn kar sakte ho .......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X