Buy and sell k darmiyan currency rate ka fark.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Buy and sell k darmiyan currency rate ka fark.
    My dear friends forex trading me buy and sell kay darmiyan currency rate ka fark 0 sy ly ker 6 tak kuch b ho skta hy.maslan apny dollar buy kerna hy to broker 106 me apko dy ga or jab apko sell krna ho ga to iska rate broker 103 lagae ga.dono rates me 3 ka fark hy isko forex trade me spread khty hn yahe spread broker ka profit hota hy achy broker k spread hamesha munasib hota hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Buy and sell k darmiyan currency rate ka fark.

    g han bro ap ne bahut ashy andaz main spread ko define kia hy jo ke new traders ke liy aik bahut hi ashy information hy different brokers ka spread different hota hy is spread ko sada alfaz main hum broker ka commission bh kehty hn hamary bonus account main spread subh se ziada hy
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: Buy and sell k darmiyan currency rate ka fark.

      You are RiGht dear...FoReX main Agar koi Bhi Pair BuY ki Jaaey to Kam price hoti Hai lekin Agar sell ki Jaaey To ThoRi zyaada priCe HoTi Hai...or Jo priCe Zyaada hoti Hai Usay SpRead keHtaY hain...spread kiSi bhi brOker Ka pRoFit HoTa Hai Jo HaR haal Main PaY karna paRTaa hai...oR Jo Achay Or Secure brOKers HoTay Hain Un Ka spread haMesha Kam HoTa Hai...
      • #4 Collapse

        Re: Buy and sell k darmiyan currency rate ka fark.

        G bhai or ye broker ka huq bhi banta hai q k broket hame itni sari sahuliat faraham akr raha hai or rerturn mai per trade mostly 3 say 4 pips charge arta hai, is k ilwa ager broker k advantages deikhay jai to us mai ek ye bhi hai k woithout broker forex trading possible hi nahi q k manualy apko koi bhi insaan leaverage nahi dega but broker dete hai, in sub cheezo ko deikhtay howay mjhyb to broker ko 3 say 4 pips dena bilkul theek lagta hai, Thanks!
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Buy and sell k darmiyan currency rate ka fark.

          Buy and sell kay darmian currency ka farak spread kehlata hay jo kay brokers kay darmian mukhtalif hota hay aur ye brokers ka profit ho ta hay. jab ham trade laga detay hain to us say broker ka apna commission jo kay spread ki shakal main hota hay wo usay mil jata hay ab chahye hamari trade porift main jaye ya loss main us say broker ko koe farak nahi perta hay.

          اب آن لائن

          Working...
          X