Forex analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex analysis
    Forex market mein analysis teen qisam kay hotay hain aik fundemental analysis aur doosray technical analysis aur teesray sentimental analysis jo kay trading mein bahut madadgaar sabit hotay hain jin ko mukhtalif tareeqa e kaar sae istemaal kya jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex analysis

    Gee haan bhai forex mein hum aoni trades ko kamyab bananay kay lye teen qisam kay analysis kertay hain jin mein kaam ker kay hum forex trading sae bahu acha profit hasil ker saktay hain aur market kay analysis kernay sae humain apni trade ki kamyabi ki surity bhi ho jati hai iss lye analysis ko seekhna aur inn ko apni trading kay lye use kerna bahut zaroori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Forex analysis

      Jee haan aap ne bahut zabardast baat ki hai forex trading main kai analysis hain aur wo forex trading ki jaan hai jab tak hamare analysis acche nahi honge uss time tak hum forex trading ko nahi seekh sakte isliye hame forex trading ko seekhne ke liye apne analysis par concentration karni chahiye..
      THKS

      اب آن لائن

      Working...
      X