study vs trading in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2671 Collapse

    agar hum forex mai kam karny ke learning hasial karna chatey hain to hamy demo account mai zada st zada trading karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azada hota hain or hum internet py babypips py be learning hasial kar sakty hain or hum apne seniors ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2672 Collapse

      agar hum forex mai kam karny ke learning hasial karna chatey hain to hamy demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain or hum internet py babypips py be learning hasial kar sakty hain or hum apny senoiors ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain
      • #2673 Collapse

        Asslamo aaliekum brother, Agr ap student hen aor forex online trading business join krna chahate hen to Ye ap k lea boht acha earning point ha.. Mgr ye boht mushkil aor full risky online trading business ha so first of all, learning is must for good earning with good experience and knowledge about this business.
        • #2674 Collapse

          Aap Ki Baat bilkul sahi hai student ko Forex ke sath sath study ko bhi time Dena chahiye Kyunki Forex as a part-time Itna Waqt nahi mante aur aap ko chahiye kya aap apni study ko Jyada time de Forex ko Din mein agar ek ghanta bhi De Rendu bahut Hota Hai
          • #2675 Collapse

            agar hum forex mai kam karny ke learning hasial karna chatey hain to hamy demo account mai daily practice karne chaye is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or hum internet py baby pips py be learning hasial kar sakty hain or hum apny seniors ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain
            • #2676 Collapse

              Mary khayal main forex tarding main students ko apna zyada se zyada waqt study par dena cheyai. Agar ap kay pass kohi knowledge ho ga to ap phir apny kaam main success hasal kar sakty hai. Or agar ap kay pass knowlegde nahi ho ga to ap kabhi be kasi business main kamyabi hasal nahi kar sakty hai. Is leya students ko zyada waqt study par dena cheyai.
              • #2677 Collapse

                Re: study vs trading in forex?

                Bhai mere mein ap sy itna kahon ga k study life bna deti hy hmesha k liye aur forex mein kiya hy forex mein to sirf hum earning he kar sagty hein aur kuch to milta he ni hy forex mein study koi khel ya koi business ni hy study zindagi hy dear is liye time dena chahiye study ko ziyada
                 
                ALWAYS BE HAPPY
                • #2678 Collapse

                  Re: study vs trading in forex?

                  is forex main up aur down ko dekhna ho ga ta k achy say trade kar k hi hum sucss hho sakty hain aur marke main information hasil karein gay tab hi hum real main sucess ho sakty hain aur is main study kar k hi hum achy say trade lga sakty hain it is best job for all
                  • #2679 Collapse

                    Re: study vs trading in forex?

                    mere khial mein forex ke businece ke sath studey bhi zarori hai kun ke studey ke bagher ap forex mein thrading nahi kar sakte ho is leye ap forex trading se studey ko yeada time dena chahey kun ke zindgi mein kamjab huone ke leye studey bohat zarori hai
                    • #2680 Collapse

                      Re: study vs trading in forex?

                      Study or forex 2no important hain,, jb tk kse b trader ke pass strong education degree nae ho ge, ,wo Kabi b acha trader nae bona sakta kun wo kse b country Ke Fundamnatal or economic crisis,, or currency news ko read out nae kr sakta,, so education treading k leya important hy
                      • #2681 Collapse

                        Re: study vs trading in forex?

                        forex main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aru study achi karein gay tab hamain faida ho saky ga aur hamain market main information hasil karien gay ta k earn ho gi
                        • #2682 Collapse

                          Re: study vs trading in forex?

                          Assalamualaikum dear friend Forex trading ke liye Hame sabse Pehle Forex trading ki study Karni chahiye Phir hai Hum Kamyab ho sakte hain Forex trading main sabse zyada knowledge or experience bahut zaroori hai agar aapka knowledge aur experience achha hai aur mehanat Karenge to aapko kamyabi zaroor milegi Forex trading mein aap jitne zyada study Karenge aapko Itna hai market ke rules Ka Pata chalega isliye Hame apni study par Tojo deni chahiye Aur phir hi kamyabi milegi Shukriya
                          • #2683 Collapse

                            Re: study vs trading in forex?

                            market main planing kar k hi trade karni ho gi aur study bi kar skaty hain aur is forex main kam kar k hi hum apni har zarorat ko pora karny k kabil ho sakty hain aur demo main practice karni ho gi ta k hamain is say faida ho saky ga
                            • #2684 Collapse

                              Re: study vs trading in forex?

                              market main planing kar k hi trade karni ho gi aur study kar k bi hum is forex main sucess ho sakty hain aur hamain market main trend ko use karein gay ta k achi trade karni ho gi ta k loss kam ho sakty hain aru earn karen gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2685 Collapse

                                Re: study vs trading in forex?

                                Dear forex say boht kuch kamaya ja sakta hay lakin is main boht say log fail bhi ho chukay hain. ager ap study ko time nahi detay to study ka time dobara nahi aye ga. jab kay forex to ap phir bhi ker lo gay. is liye study ko time den aur jab study mukammal ho jaye to ap ko forex trading shoro kerni chahye. forex trading kay liye pori life hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X