Forex ko chorna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko chorna
    Dear friend forex trading k business me aisa nahen h k raton rat banda ameer ho jae ia work k leye pora mahena mehnat karni parti h aksar log jo new member hn wo kuch din work karte hn phir chor dete hn in ko kehna chahta hn k apne work ko mukamal karen phir dekhen forex ko chorna nahen chaye. Ap kia kehte hn forex ko chorne k bare me?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ko chorna

    Aik dafa jis ny forex join ker ky trading start ker li aur usy kuch profit hasil hona shoru ho jaey tou phir usky liay forex trading ko chorna bahot mushkil kam hota hai beshak next kei trades main loss hi kyun na hota rehy profit ki umeed ky sath forex trading zarur jari rehti hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex ko chorna

      Start mn jb knowledge aur experience na hony ki waja sy loss hota h ya account wash ho jata h to new members disheart ho kr leave kr jaty hn. Jb k forex mn kamyabi k ly patience ka hona bht hi zaruri h. Jb kisi ko profit mil jata h to phir member uski attraction mn lga rehta h. Leave kr k time waste krny sy behter h k insan esi mn lga rahy. Agr zayada profit na bi ho to km az km knowledge to increase ho ga.
      Just view ???, Like kon kry ga???
      • #4 Collapse

        Re: Forex ko chorna

        Dear friend ziada tr log yeh smjh kr forex join krtay hn k bahot asani sa hm achhi earning kr len gay aur woh raton rat ameer honay k chakr mn hotay hn aur forex trading k baray mn knowledge aur experience bhi gain naen krtay aur experience na honay ki wja sa loss hotay he forex trading ko chhor detay hn
        • #5 Collapse

          Re: Forex ko chorna

          Je ha bilkul sahi kaha apny ager hamy kamyaab trader banna hai to hamy zyada se zyada mehnat karni ho ge chahye hamara trade order pe ho ya na ho hamy apna experience aur knowledge ko improved karty rehna ho ga tabhi ham profit bhi earn karty rahye ge aur hamara dill bhi nahi kary ga Pakistan forex ko chorney ko balky ham dill laga kar zyada se zyada mehnat kary ge
          • #6 Collapse

            Re: Forex ko chorna

            Forex trading ko ziyada tar nakam log jaldi chor jatay hen kiun k woh lalachi log hotay hen unn ka maqsad sirf paisa kamana hota hey aur woh achi learning aur knowledge hasil nhi kartay aur bagher sochay samjhay bari bari trade laga detey hen ta k ziyada se ziyada profit hasil Kiya jay kiun k unn k pass trading ka experience nhi hota iss liay loss ho jata hey aur musalsal loss ki waja se nakam ho kar woh forex trading ko chor jatay hen
            • #7 Collapse

              Re: Forex ko chorna

              no sir main ne tu kabhi bhi fore trading ko chrne ka kabhi bhi socha hi nahi hai as main main hamesha kam karta rahon gaa jab ta k ye forex trading chal rha hai as main ham ko hamesha kam karte rihna chahiy haoi tu hi ham as main se earning kar sake gee as main hm ko chahiy hai kee ham as ko chorne ka kabhi bhi na soche
              • #8 Collapse

                Re: Forex ko chorna

                Janab forex mien kio aik rat mien ameer na ban sakta h as lyee jo ye sochte hien k as mien aik hi raat mien ameer ban jain gay tu wo as mien kabi b ye galti na krain q k as mien hamain bhoot zayda mehnat kerna hota h aur jaab ham as mien khob sy khob mehnat kerte hien tu ham as mien aik acha profit hasil kerne k qabil ho jate hien.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ko chorna

                  BiLkul Sahii kahaa hai aap ne Bhai Jaan....foRex main Jab LoSs hoTa hai Ya AccoUnt waSh HoTa Hai To Or Zyaada MeHnat KaRnay Ki BaJaaey akSar LoG trading ChOr detay Hain....is Main KiSi Or Ka koi Nuqsaan Nahi Hai baLke Trader Ka apna Hii nuqdaan hai...isLiYe HameN ChaahiYe K Agar Koi LoSs Ho Bhi Haaey To Himat Na haartay huay doBaRa Trading start kaRni chaahiye...
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ko chorna

                    BAd log jo forex main loss kar bethty hain to phir is platform ko chorny per tul jaty hain to aysy logon ko chiye kay ager ap nay forex per itna time jo dia pehly pora month post ki or us kay baad ap nay bonus say trading start ki ap ko chiye kay ap us mistake ko cover laryn jis ki waja say ap ko loss howa balky na sirf ye sochy kay ap nay forex ko chor dena hain...
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ko chorna

                      Dear mein to forex ko chor nahi skata hun apko is mein ihtaityt se kam karna chahye aur is meinn apko zad amehnat karni chaye aur is mein apko ihtiayt se kam karna chahye agar ap is mein earn karte hain to apko is meion choor bilukl bhi nahi skate hain apjko is mein zada mehnat karni chahye aur is mein apko ihtaiyt se kam karna chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ko chorna

                        Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek bat ki hai jo log ye sochty han k forex ko join karny k bad wo raton rat amer ho jaen gy to ye soch un ki bilkul he ghalt hai dear mery kheyal me forex ko jin karny k bad is ko learn karna lazmi hai agr ham is me sy kuch bhi earn karna chahty han
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ko chorna

                          forex trading aik bohat acha business hay esko agar hum aik bar join kar lain to esko chor nahi sakty es liye es business ko humay seekhna he ziada say ziada chahiye ta keh es business main kamyab ho saky aur achi earning kar sky esi main he faida hota hay tab he safe eanring kar sakty hay es business main aur humay sahi say focus karty rehna chahiye
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ko chorna

                            forex ko chorna boht he mushkil kam hy agr koi bnda es m agia hy aik bar to wo esy chor kr nai ja skta. q k aysa lgta hy jasy es sy hamen piyar ho gia ho jb hm es sy dor jaty hyn to mind m esi k he kheyal aty rehty hyn har bar r pir sy hm forex ko start kr dyty hyn es leay forex ko chorna boht he mushkil kam hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ko chorna

                              forex ko hum join karty hain lakin hum is ko asane sy cor nahi sakty forex aik international business hain hum is kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hamy is mai weekly target bana kr kam karna chahey yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X