Forex ka aik behtareen expert bane ke leye apko kitna arsa darkar hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    main samjhta hoo ke forex trading ke business main expert bana kafi muskil kaam hai aur is main expert koi bhi nahi ban sakta hai ya zaror hota hai ke ap ki trading bht achi hoti hai aur ap ko loss bht kam hota hai tu os ko expert keh sakte hain aur is main kitna time lagta hai ye depend karta hai ap ki mind per aur ap ki mehant par
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      janab agar ap forex main expert banna chahte hain to ap ko forex main kafi arsa lag sakta hai lekin yeh ap par depend karta hai ke ap kitni learning karte hain or kitna time forex par spend karte hain
      • #33 Collapse

        Bhai jaan jaha tak mera khayaal is kaam me expert banne me hume saalo chayye kiyo ke is me expert banna asaan baat nahi hai hume mehnat karte rehna chayye agar hum me himmat ho gi to hum forex me expert har haal me ban jaye ge......
         
        • #34 Collapse

          assalam u alaikum dkehein mere bhai kisi bhi real business mein kamyab honein ka leyin hardworkin or time darkar hota hian,or jesa ka forex bhi aik rael business hain yaha pa bhi expert banne ka leyein kamyab honein k leyei time lagta hain,kiun ka business mein risk factor involve hota hain.
          • #35 Collapse

            bhai jaan forex me expert banne ke liye hume is kaam ko kafi time dena ho ga aur is kaam ko ache se seekhna ho ga tab hi hum forex me expert trader banne me kaamyaab ho saken ge......
            • #36 Collapse

              agr ap sirf luck ke barose hi trading kro gy tu ap ko loss ho skta hai.luck ke sath sath ap ki hardworking end up being forex trading ma bhot ticks hai jo ap ko aik successful trader bana skye.ye insaan ki soch hoti hai k kisi bhi institution mn usay faida hoga ya nuksaan amoman to Log business faida hasil karne k liye karte hain Sign ye chahte hain unko less capital main hi acha beginning million jai.
              • #37 Collapse

                forex mea expert bannea ka lia mjhea shure to nahi pata q ka ma kud new ho but i think so acha khasa tim spend karna hoga or achi khasi knowledge hasil karni hogi tabhi hum achea trader ban saktea ha
                • #38 Collapse

                  Bhai jan meray khayal se forex trading business mein kamyabi time per depend nahi karti bulkay ye us insan per depend karti hai jo is business ko kar raha hai k wo kitni jaldi is business ko achi tarha seekh sakta hai.
                  • #39 Collapse

                    ag ap ko is ma ko pisa kamn ha to is ka l ma ap ko is ka demo acount ma taing karn ho ge sab is kam ko like karta ha is ma ap ko kamkarna ha to is business ka bar ma sab ko jan kar e ap is ma kamkar sakta ha sab ka liy ha sab ko is ma boht pisa amilta ha
                    • #40 Collapse

                      forex me aik bahtren axpart ban,ny k ley sif mahnat ke zrort hai jb ap dil lga k or mahnt sy kam kro gy kamyabi ap k kdam chomy ge or is trha sy ap achy paisy kma kr apna hr khrcha easily pora kr skty ho
                      • #41 Collapse

                        agar koi bi shakhs forex treading ma ana chahta hay to woh sab say phly kisi say bi jo aik question ham say pochta hay woh yeh he hota hay kay forex ma koi bi shakhs aik acha treadea kaisay ban sakta hay to es kay kay bary achy answer hain aik proper learning or proper knowledge
                        • #42 Collapse

                          yar agar ap forex main expert hona chahte hain to is ke lie ap ko kafi experience ki zaroorat hoti hai lekin ye ap par depend karta hai ke ap kitni jaldi expereince hasil karte hain
                          • #43 Collapse

                            ye apki harworking per depend karta he k ap kis raftaar se learning karte ho aur kitna hard work karte ho. ager ap k ander ek jazba aur junoon ho forex me ek successful trader ban ne ka to ap bohat jald success ki tarf barho ge. mager susut ravi se ap ko forex me qadam jamane me bohat der bhi lag sakti he
                            • #44 Collapse

                              well brother it is depend on you k ap kitna achy learner hai ap jitne achy learner ho gay ap ko utna hi kam time lagay ga forex ko samjne ma but brother pher b ap ko achy trader banay ma 1 sal lag jay ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                mere kahyal main forex ka expert banne ke liye app ko time se zada achi knowledge or positive mind ki bahut zarorat hoti hai app ki planning or apne senior se un ke trading ke exprinc eke abre main achi knowledge ki zaroart hoti hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X