Asslam o Alekum all aaj mein aap ko khaas krke new members jo hain unke sath apna Insta Forex Verification se related experience share karna chahuga ke aap ko shuru mein kia kia requirements hoti hai verification ke liye.
Sab se pehle aajata hai humara 1st Level Verification: Jis mein hum logo ko client cabinet mein CNIC upload krna hota hai iss ka itna issue nahi hota ye easily verify hojata hai agar apke pas Smart Card hai to aap wo bhi upload kar sakte hain.
2nd level verification mein firstly aap Domicile upload krlen in case agar Domicile ke through nahi hota to i suggest aap Bank Statement ke through bhi kr sakte hain but iss mein thora process lengthy hojata hai lekin verify hojata hai sab se pehle apko Bank Statement send krni hoti hai recently 3 months ke under jo ho us se old na ho and then uske baad aap ko statement wala document hand mein leke khud ki photo send krni hoti hai then aap se pay slip maangi jayegi aap bank mein kujh amount jama krke uski slip send krden last mein address verify ke lye aap domicile send krden thats it.