Example of effect of news in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex market say related launch honay wali newses b kafi impact dalti hai market pay lakin mere khyal say trader ko kbi b newses pr depend ho kr trading nhi krni chahiye.Q k sometimes newses trader k faviour mai hoti hai jis say trader ko profit hota hai lakin many times newses trader k unfaviour mai jati hai jis say trader ko loss b ho skta hai.isi liye Technical analyses best rhtay hai trading krnay k liye.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Example of the effect of the news in the trading agar ap paksitan forex forum trading my agar ap work karty
      • #48 Collapse

        humain news ko follow kar kay kam karna ho ga kun kay humain agr success hasil karni hay to humain hard work kar kay kam karna ho ga jis say humain market main achi earning ho gi
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #49 Collapse

          Internet pr ************ ki website ko study krain aur yehan sey aap ko andaza ho jata hy keh market kis waqt fast move kr sakti hy aur kis waqt slow move kr sakti hy. News ka forex trading par kafi affect hota hy. Isi leye yeh kaha jata hy keh trading sey pehlay forex news ko study kr lia karain takeh wrong decision sey bacha ja sakay.
          • #50 Collapse

            forex trading main news bohat impact dalti hay aur humay chahiey keh news ko sahi say follow karen ykun keh sahi say agar hum esmain sahi say mehnat karen gay to humari trading bohat acchi ho sakti hay
            • #51 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Babarkhan8384
              For example k markit ki price ten per hai aur agaly five minute mein uss ki price fiftey hu jati hai so iss ko hum keh skaty hai k news aai thi aur aik hi time mein kafi pips agay ko gay hai so news k time trading achi bhi huti hai
              ge han bhai hmein apne trading mein market ke sahih price ko smjhna he aur hm apne forex trading mein market ke news ko ache trah se rozana check krein aur apne trading mein sahih experience se kam krein aur apne trading mein dil se kam krein aur apne trading ke hr updates se waqf ho kr apne trading krein phr trading se acha income hote he
              • #52 Collapse

                Ap forex market mai trade shoro krnay say pehly news ko analysis kray es kay sath market ki movement ko bhe. tou es tarah ap ko maloom ho jay gy k forex market mai news kay waqat market ki movement fast hoti hai.
                • #53 Collapse

                  jab forex market mai fomcnewsati hai tou es waqat market ki move bohat fast hoti hai. es ka analysisap khud bhe kr sakty hai k jab fomcnews ati hai tou market ki movebohatzada fast hoti hai.
                  • #54 Collapse

                    dear forex men forex market do bar sab se zada changing aey thi, aik bar jab brexit ka refrandum howa tha or aik bar jab usa k election haaey the,, us waqt market men boht zada halchal hoe thi, is liy jab bhi esa koi seen nazer aey tu ap na trade na karien
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #55 Collapse

                      Re: Example of effect of news in trading

                      Dosto forex may her kam bohat zarore hai agar ap trading may her terhan sy acha kam karna chahte hain to ap ko news k bare may be information hone chahye take ap is sy faida hasil karsakain news jub be market may aaty hai to market aik dam change hojaty hai so news bohat zeyada effect karty hai market per ap ko her news k bare may information hone chahye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X