Money managemet is very important.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g dear money managment sa he app apna pasa ko save kar sakta hya or yha forex ma sab sa zada zoori hai ka money managment kasa karni hay or ik dam sa sara pasa forex ma na laga dae
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Assalam u Alikum dear... :) ji han money management bohat achi cheaz hai.. hmain apni investment ka 10 persent tak risk laina chaheia es say ziada risk nhi laina chahiea... achi tarhan plan kr k kam krain
      • #18 Collapse

        g haan my dear ap ne sahi kaha hai agar ap money management k sath trading krte ho or apne capital ko dekh k lot size muntakhib krte hoye trading krte ho to is trah ap buht achi earning kr sakte ho
        • #19 Collapse

          money management is business mein bohat important hai and forex aik legal business hai aur aap is business mein forex ko learn kartay ho aur best way learn karnay kaa yehi hai ky ap is business mein is forum and youtube aur differents forex sites say is business ko learns kary yeh ap ky liye acha ho gaa aur yehi bests way hai.
          • #20 Collapse

            money management zarori hai aur forex aik profitable business hia aur aap is business mein sab sy phlay learning karey is ky baad practice kary demo par tab aap is business mein easily success hasil kar saktay hain otherwise is risky business mein aap ko bohat jiyda loss ho sakta hai aur practice aap ko perfect banati hai.
            • #21 Collapse

              g g ha g jnab....bilkul shai kaha hay app nay jnab,,i am hundred percdent agree with you jnab,,is main ager yye kaam na na katrain to loss hmara hi hay jnba...
              • #22 Collapse

                bhae je ap forex main money ko manage kiay bagheer kabhe bhe successful trader nahe ban sagtay hain app ko us main apny capital ko first priority pay secure kerna ho ga our pher profit earning kerna ho ge
                • #23 Collapse

                  humain money ko manage kar kay kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakay magr humain risk hota hay humain trade main agr success hasil karni hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #24 Collapse

                    Money management key concept ko study krney sey hum equity ka proper use kr saktey hain aur kitni equity key sath kitna volum ki trades lagani hain, yeh bhi seekh saktey hain. Yeh bhi learning process ka hissa hy. Jo log small equity key sath big volum of lots laga letay hain, woh buhat jald account ko wash karwa bethtey hain.
                    • #25 Collapse

                      agar hum theak say money management karen gay to humari trading bohat profitable ho sakti hay bs humay esmian sabar say kam karna chahiey kyun keh sabar say kam karnay main he humay faida hota hay
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Babarkhan8384
                        monemangemnt buaht ehmiyat hai lakin aaj kal iss ko hume nahi dekhty then hum loss kr jaty hai so hume money mangement ka khiyaal rakhana buhat zarori huta hai aur iss k liye hume thori mehnat krni chahiey
                        ge han bhai hmein apne trading mein money management ke ahmiat ko smjhna hota he aur hm apne forex trading mein loss na krein aur apne forex trading mein ache money management krein aur apne trading mein money management aur risk management ko smjh kr trading krna profitable hota he
                        • #27 Collapse

                          G han forex trading main money managment bohat ziada important hai q k agar ap apni money ko manage kr k business main invest krain gy to apko pata hoga k apny kitni amount invest ki or kitni ap k pas avail hai next trading k liye
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #28 Collapse

                            Forex market mai money management bohat zaroori hai aur forexmarket mai money management ki bohat zada important hai. money managemeny ki madad say ap forex market mai behatr trade kr sakty ho.
                            • #29 Collapse

                              forexmarket mai money manaement bohat important hai. ak successful trader forexmarket mai money management ki madad say bohat acha preform krtahai aur eski earning b bohatzada hoti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g han sir forex men money managent zroori hai is liy forex men ap ko money ko safe kerny k liy ap ko pely forex men is ko zroor learn kerna ho ga, is liy forex ap ko sab se pehly moeny management kerna zroori hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X