News trading kya hoti hy.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News trading kya hoti hy.
    My honourable friends forex factory.com ka calender red colour k wakt hony waly aalan ko 15 y5 minut k time frame me daikhny sy market ki taizi ka bakhobi andaza lagaya ja skta hy in aalanat k wakt trading ko news trading kehty hn news trading bht ziada dangerous hoti hy.q k price amoman 50 to 70 piece hit kr ati hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News trading kya hoti hy.

    My dear , yeh mere liye aik khushi ki baat hy k aap ny itni aham information hamaray gosh guzaar ki , sach poochen tou mujhy ic baaray mn kuch zayada ilm nahin tha k news trading kya hoti hy ic k sath sath aap ny forex factory k baray mn aagah kiya hy tou next time mn wahan say bhi trend or news ko observe kr liya karoon ga.
    • #3 Collapse

      Re: News trading kya hoti hy.

      G han dear ap nay achi bat ki hay, news trading ka mtlab hota hay kisi na kisi website say news sun kar us k mutabik market ki movement ko predict kar k trading karna hay, aur news anay par market ek dam fast ho jati hay aur es wakt agar trade profit main chali jati hay to bahut zayada profit ho jata hay aur agar trade loss main chali jati hay to bahut zayada loss aa jata hay.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: News trading kya hoti hy.

        News jab ati hian to us time jo trader trade kertay hain us ko news trading kehtay hain. aksar trader kay pas aik khas kisam ka tarika kar hota hay jis kay zaryeh wo market main tab hi trade kertay hian jab market main koe news anay wali hoti hay wo usi kay sath enter ho jatay hain aur kuch hi der main apna profit kama ker exit ho jatay hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X