forex mei mehnat nah ki jayee tou
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mei mehnat nah ki jayee tou
    Dosto aj mei, ap logou ki taraf aik aisi cheiz kou btanay wala hn jis mei harr bndaa shamil hy - ajkal log kamana tou chahty hei lakin mehnat nahinkrnaa chahty bs yehe chahty hei kay forex mei unhei munafa aise e dy diyaa jayee - ic kay liyee aik mukmal mansoobay ki zrort hoti hy aur mehnat kay bger woh hasil krna beshk na mumkin hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

    Forex main mehanat naki j2 koi bhi trader kamyab nahi ho pata hai jab tak is business ko sekh kr join na kia jay tab tak kamyab hone k chances bahot hi kam hote hain isse sekhna hamare liye bahot hi zaruri hai ta k ham easlea kamyab ho paen
    • #3 Collapse

      Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

      Jc k har shoba e zindgi m kamyabi hasil krny k lye mehnat zrori hai ic trh forex m kamyab hny k lye mehnat krna behud zrori h, blky youn khn zyda nunasib hoga k agr forex m ap mehnat nhi karty tu ap kbi b forex c nafah nahi kma skty q k forex mehnat k bgr ap ko kch b nhi deti, tu agr ap chahty hn k ap kamyab forexer bnen tu ap musalsl mehnat ko apni adat bna len
      • #4 Collapse

        Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

        Dear agar Forex business me traders ki taraf se mehnat na ki jaye to mery khayal me traders ka hardworking na karny ki waja se wo es business ko kabi be learn karny me be kamyab nahi ho sakty, Forex business ko understand karna zarori hey aur tab tak traders es ko understand nahi kar sakty jab tak us me mehnat karny ka jazba nahi ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

          Dear agr forex ma mehnat na ki jaye to hm na hi achi earning kr skty hain or na hi achy trader ban skty hain forex trading basically based hi learning pa ap jitna zayada hard work kro gy jitni learning kro gy ap ki knowledge or experience itna hi increase hoga or ap achy trader bn sako gy mehnat k baghair forex ma survive krna bht hi mushkil h
          • #6 Collapse

            Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

            Trading mai ager mehnat na ke jiye tu forex trading karnay ka b koi faida nai hota hai . ager traders forex trading ke learning aur practice kay liye mehnat karna afford nai kar sakty hain tu phir inko chaiye ke forex trading k bajay kisi aur business mai kam kar lain . kion ke forex trading mai kamyabi kay liye mehnat aur hard work sy kam karna zaroori hai.
            • #7 Collapse

              Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

              Je ha bilkul sahi kaha apny ager ham kamyaab trader banna chahty hai to hamy bohat sari mehnat karni pary ge taky ham kamyaab trader bunn saky aur profit earn kar sakty ager aap apny experience knowledge ko improved nahi karo ge aur mehnat nahi karo ge to aap.kabhi kamyaab nahi ho sako ge iss liye zyada se zyada mehnat kary aur apny aap ko kamyab bani
              • #8 Collapse

                Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

                mehant ke bager koch nahi melta hum ko as markt me 3 cheezen lagte han ek to apna amount and dosra apna time and dosra apna mind sub se zayda jo zarori hye wo hye knowladge as leye hum ko phle to as ka knowladge sekhana ho ga then hum ko phr as me demo pr trying krne ho ge phr jab hum ko ye lag jaye ke hum as se earn kr sakt han then as me investment ke jaye
                • #9 Collapse

                  Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

                  Mare bhi agr forex main mehnat na ke jye tu momkin he ni ky os ko faida ho kisi b business m faida insan ko os waqat he milta h jb wo mahnat krta ha examples ky tor par ak insan shop bnata ha os m bachny ky ley saman b dalta ha lkn wo apne shop ni open krta tu wo kasy kamyab ho saky ga os ko kamyab honye ky ley daily open krny prg ge or os chlany ky ley mahnat b
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

                    Forex main mehnat na ki jay to ap ko bonus kch nai milta ha forex main kia ap ksi bhi business main ya job main ap mehnat nai kariny gy to ap ko es ka reward nahi milay ga han agar ap mehnat kariny gy ar apni soch ko positive rkhniy gay to ap es ka reward zaror milay ga jaisy forex main trading kar k ap profit kma sakty hain but first shart es ki mehnat ha
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

                      Forex mn agr hum mehnt ni krengy aur time waste krengy focus ni krengy tw phr hmy trade kaha ja rhi wo b smjh ni aygi aur hum ghlt trade laga jaengy istrh hmy loss hjayega islie hmy cahiye k hum hrr wqt active rhien aur kbhi b trading sy ghafil na hon q k aik secnd b ni lagta accnt washout hny mn islie hmy chaiye k hum trading krna chahty tw mehti bnien yh khel ni ha
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

                        agr ap forex ma mehnat nahe karo ga to ap ko acha profit hasil nahe ho ga or ap ko loss ho sakta ha isley ap ko forex ma market k information hona chaheya or ap acha profit hasil kar sakta ha or khub pasy kama sakta han
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

                          Forec my agr ham mhnat na kry to jitna marzi hamara bunass ho ya hamara balance ho ham ko sahi trha sy kamyabi nai hoti hy jb tak ham ko trading my bhot zeada mhnat jrni chiya mhnat agr ham na kry to ham kamyab bhi nai hoty hy ham ko mhnat bhot zeada zarori hoti hy leening hamri bhot zeada honi chiya
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

                            G han bhai ap nay bahut achi bat ki hay, har trader chahta hay woh forex say acha profit earn karay aur aisi trades open karay jis say usay profit earn ho but aisa karna k leay mehnat bahut kam traders kartay hain aur yahi waja hay kah zayada tar traders ko loss hota hay aur jo thoray bahut traders mehnat kartay hain woh achi trades open kar k profit earn kar saktay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mei mehnat nah ki jayee tou

                              tou ic ka matlab hy aap change nhi hona chahty , agar aap wohi kuch kar rhy hen jo kary aa rhy hen tou aap wohi rahen gay jo thay , ic liye agar kuch hasil karna hy tou guzray kall say mukhtalif karen ta k aap k sath kuch naya ho,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X