Loss vs greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss vs greed
    Dear members jis kam ma lalch ho wo hmesha nuqsan ka hi zariya bnta hai kehty hain k lalch buri bala hai esi liye agr ap zayada kamane k chaker na big lots size lgaty hain to ap ko nuqsan zayada hota hai because forex trading bht hi riski business hai es m agr ap greed krty hain to zayada survive nahe kar skty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss vs greed

    G Bilkul ap ne sahe kaha hai main ap ki bat se agree krta hon jis bhe kam main lalch ho wo hamesha nuqsan deh he hota hai ager ap ziyadeh ke lalach main aa kr kam krte ho tu yaqenan ap loss he kro gye kyn ke jald bazi se bhe hamesha nuqsan he hota hai hamesh mind fresh ho kr he trading kiya kren then ap profit earn kr paye gyen
    • #3 Collapse

      Re: Loss vs greed

      G han yeh aik hakeekat hey k lalach buri bala hey iss liay liay kuch traders ziyada profit k lalach men aa kar bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey woh bagher knowledge aur experience k trading men kamyabi hasil karna chahtay hen aur woh raton rat ameer banenay ki koshish kartay hen aur loss uthatay hen
      • #4 Collapse

        Re: Loss vs greed

        forex trading business mein sab se ziada loss greed ki waja se hota hy greed se profit bhi aur balance bhi loss ho jata hy forex trading business ziada profit earn karne k liye ziada lot size use kar k trading karain gay tu ziada risk se trading kartay han tu is se account hi wash hota hy is liye trader kojtna ziada ho sakta hy greed se bach kar trading karain is k ap target ko set kar k greed se bach saktay han
        • #5 Collapse

          Re: Loss vs greed

          Trading me loss ki koi 1 waja nahi hoti greed be loss ki waja ho sakti hay magar me samjta hon key greed se zeyda loss traders par jab emotions effect karty hey to loss average bahot zeyda ho sakti hay, loss ko control karny key ley greed be nahi karna chaye sath me emotions controlling par be work karna zarori hay.
          • #6 Collapse

            Re: Loss vs greed

            Yeh baat to her trader janta h k jab ap forex mien kamm karty hien aur kaam k doran jab ap greed karty hien to ap ko loss hona he hota h q k loss hamain sirf aur sir aik sorat mien hi hota h aur wo h greed agar ham greed karna chor dety hien aur mehnat kerny lag jaty hien tu pher ham achy say kam kar sakty hien as lyee loss ka taluq hamary greed say h jab jab ham greed karty hien tab tab hamain loss ka samna karna parta h.
            • #7 Collapse

              Re: Loss vs greed

              Pak forex ho ya koe b kam ho hmko kbe b lalach nh krni chaeye lalach se hme khud kuch b nh milega q k lalach bury bhala he jb b trade kre us p itmaad or lagan k sath kam kre zaroor faida hoga ziada lalach insan ko nuqsaan ki taraf le jaty he
              • #8 Collapse

                Re: Loss vs greed

                LoSs or greed Ka aapas main bhoT grehra taluq hai...jitna grEed Kam HoFa uTnay Hii LoSs K CHanCes Bhi Kam HoNgay Or JiTNa greed Zyaada HoGa utNay Hii LoSs k ChanCes bhi baRh Jaatay hain...iSLiye KoShish KaRni Chaaheay K srCuRe Trading Ki jaaEy or Kam se kam inVeStMeNt Se Achaa prOfit faiN KaRnay Ki koShiSh KaRNi chahiYe...
                • #9 Collapse

                  Re: Loss vs greed

                  forex mai jab hum kam karty howe lalch mai aa jaty hain to hum kam sahe sy nahi kar paty or hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai live trading karty hain or hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss vs greed

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: syedkazmi پيغام ديکھيے
                    Dear members jis kam ma lalch ho wo hmesha nuqsan ka hi zariya bnta hai kehty hain k lalch buri bala hai esi liye agr ap zayada kamane k chaker na big lots size lgaty hain to ap ko nuqsan zayada hota hai because forex trading bht hi riski business hai es m agr ap greed krty hain to zayada survive nahe kar skty hain.
                    G bilkul theak kaha h ap ny or forex k elawa b koi business ho to lalach nai krni chahiye q k ao jitni lalach krty jao gy utna e nuqsan ki trf jao gy... Yaha ap jitny mrzi experience waly bn jao agr ap lalach nai kro gy to thk wrna apka experience b ap k kam nai aye ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X