Learning Curve for Forex Trading ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mary khyal main humy tarding start kerny kaliye kam iz kam bhi six month tak iss business ko sikhna chaye demo trading par work karna chaye aur knowledhe gain karna chaye tan hamry pass acha experience aur learning ho gi jiss se hum iss business main kamyabhi hasil kar sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      learning k bahut sarey methodes hain forex main jin sey ap achey tariqey sey sekh saktey hain magar time lag jata hai
      • #18 Collapse

        forex trading main aap jitni ziada practice kar saktay hain karain kun keh aap jitni ziada mehnat karain gay utna he ziada earning ho ge ap ko ziada say ziada experience hasil karain gay os ka fiada ho ga
        • #19 Collapse

          g bhai forex trading mien apko chahiye ke ap is mien bharpoor learning karen is mien agar ap apni learning ko barhate raheneg to is mien ap phir zaroor kamiyab hosakte hain.
          • #20 Collapse

            Learning curve ki ehmeyat ko nazar andaz nahi kia ja skata hay without learning k es business me na to ham kamyab ho sakty hey or profit earn karny ka to sawal hi peda nahi hota
            • #21 Collapse

              jab hum trade karty hain to humain learning hasil kar ay kam kara ho ga jis say humain amrket main achi earning hasil ho sakti hay kun kay trends ko follow kar kay kam karna ho ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #22 Collapse

                sir baat ya ha kay forex ma learning bhot important ha qk learning say ham forex markte ko dakh sakty ha kr tarde ka pta chlata ha kay market kab fast kam krti ha qk agar ham learning kay begar trading krty ha to hamay forex ma loss bhi ho sakta ha
                • #23 Collapse

                  Gee mery bhai ap ki baat durast hai k forex market mai loss ko recover krna hai tou hum ko forex market mai planning say kam krna hai. tou hum es market mai zada behatr kam ho gy. Humri earning bhe zada ho gy.
                  • #24 Collapse

                    Friend, mai tou ap ki baat say agree krta ho. Agr hum forex market mai learning hasil krnay ky bad shoro krta hai tou hum es market mai successfuil earning kray gy.
                    • #25 Collapse

                      Forex business ak both acha hy ur WS men learning ki weja sy hmare malumat men buht asafa hota hy ur kafi kuj Jo hmy nahi pta us k vary men malumat hm forex trade k zerey Hazel kr sekty hn so I leik it
                      • #26 Collapse

                        Forex aik hard business hy aur is ko seekhna itna asan nahi hy. Is leye hamain jald bazi nahi krni chaheye aur aram sey forex ko seekhna chaheye aur is ko completely learn kr key agey barhna chaheye. Hum jitna serious ho kr is business ko seekhain gey utna hi asani sey profit ko earn kr lain gey.
                        • #27 Collapse

                          forex trading main agar hum kamyab hona chahty hay to humay esmain lalch aur emotions ko chor kar trading par dhyan daina chahiey kyun keh ye dono cheezain humay loss ka sabab banti ahy
                          • #28 Collapse

                            Dear forex main learning her trader k leay zarori hai ager aik trader ki learning ache ho ge to pher he wo forex main hard work ker k us main acha profit ker sagay ga our pher he wo success karey ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              is may ap agar curve system ko use karyen gay tu is say ap b ap ko learning karnay k buhat ssy chances milye gay market k ajha kal kaya position chall rhai ha ap ko is say kaya profit mill skta ha or ap ko is mamy kaya karana chiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X