Withdrawal methods

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Withdrawal methods
    Profit aur money deposit key bahot se methods hey jes ki information investors ko hona chaye, payment transaction methods jes key apny hi term and condition hoty hey es ki information aur charging fees ki information hasil karny key ley investors ko careful rehna chaye bahot se payment transaction methods key charging fees low be hoti hey aur high be ho sakti hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Withdrawal methods

    Forex trading men trading k daoran jo bhi profit hota hey uss ko aasani k sath withdraw kar saktay hen aur iss k liay account ki 3 levels ki verification complete honay k bahd ap skrill account open kar k profit ko iss men transfer kartay hen aur phir local account k zariay money withdraw kartay hen
    • #3 Collapse

      Re: Withdrawal methods

      Es mai koi sku nahi k payment withdraw key different method hai. Ap en mai say koi bhe use kr sakty ho. Jo bhe use krna hai. Tou es ki policy ko study kray aur senior say discuss kray. tou es key bad ap es currency method ko regular use kr sakty ho.
      • #4 Collapse

        Re: Withdrawal methods

        G bilkul dear ap ne theek kaha hai boht se payment process hain laken hamesha full information le kr he ap ne waha per account banana hai jesy ke fees kitne le rahe hain or ap ki jo payment hain jo ap ne deposit ya withdraw krwane hain os main time kitna le rahe hain tu ye sub maloom kr ke he ap ne waha per kam krna hai then agye ap ko koie problem face na krne pare
        • #5 Collapse

          Re: Withdrawal methods

          Apnay theek kaha hai k jb hum account ko capitalized krty hai ya withdraw kerty hai to bhut say traders ko iski knowledge nahi hoti k kis method say withdraw ki jai amount, bhut say method hote hai jis mai transiction pay kuch % lagti hai withdraw krne ki, kuch pay ziada kuch pay km lagti hai or kuch bilkul free hote hai, but hame yes soch lena chaheye k ager koi method fee nahi le raha ya km fees le raha hai to waha say payment clear hune mai kitna time lageaga q k jo method free hote hai un mai payment clear hune mai time lag jata hai or jis mai fees hai hai wo instant withdraw de jate hai apko, Thanks!
          • #6 Collapse

            Re: Withdrawal methods

            sir mien to yeh he kaho ga k hamain forex mien a aker jab bee apna withdraw kerna ho to hamain es mien aa ker skrill mien apna withdraw lagana hota hai jab hum es mien aa ker withdraw lagaty hien to yeh safe hota hai or hamain yeh bhut he jald mil jata hai es lye hamain es mien aa ker her bar dakh ker he chalna hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Withdrawal methods

              yes my best friend apny bhut hi achi thread ki hai man aki thread sy agree karta hu my friend withdraw or deposit k bhut sy methods hai muje maloom hai lykin bhai hum ko is ka khayal rakhna chahiy k kon sy method mainzayada fee hai or kis main kam hai
              • #8 Collapse

                Re: Withdrawal methods

                G withdrawal method soch smajh kar or trusted use karna chahiye q k is me fraud b kafi hota hai ap fee ki parwa na kia kary or trusted treeqa dekhy withdrawal ka ta k ap ka profit safely ap k pass pohanch jaya kary.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Withdrawal methods

                  withdraw kay liye money process ke selction kay liye traders ko apni need kay mutabiq money processer ke selection karna hoti ha.Traders ager apni need ko mind mai rakhy baghir in ke selction Karin tu baad mai preshani hoti hai. kafi money processer Pakistan mai bohot ziada achi services nai diate hain aur chand aik he Pakistan mai b achi service daite hain aur small investors kay liye mazoon hoty hain traders ko in mai say he ksi aik ke selciton karna chaiye.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X