Greed will Kill Your Dreams and Capital Also
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    agr ap bary dreams deikhty ho to greedy se to kaam nhi chaly ga na. kuch bara krny k liye greed ko buul jana chahiye. or bara kharch b krna ana chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yup greed will kill your capital and time also greed say bchna bht zaruri hai when you are trading in forex jo log zayda profit k chkr mai prty hain un k sath zayda tr mishap ho jata hai aur voh apana sara profit lose kr daity hain
      • #18 Collapse

        ji lalach aik buhat buri beemari hai jis say bach kar dforex me kaam karna chaiye kiu k agar kisi ko ye bemari hujaye to phir wo kamyabi ko bhool jaye kiu k forex aik risky business hai jis me loss aur profit sath sath hain
        • #19 Collapse

          ap ko pta ha k forex ma lalach haram ha ap ko chaye k ap forex par kam krny k liye koi b lalach na karn is sy ap ko los ho jati ah jab ap koi b lalach krte ho k ap ko zayda profit ho is k liye ap apna bonus loss ma kr jate ho ap ko chgaye k ap forex par koi jal bazi na karn
          • #20 Collapse

            forex mein greedy trader ki koi place capital ka loss kar sakte hain aur humain greed ko door rakhna chahiye aur greed ko humesha sirf knowledge gain karne me istemal nahi hai wo bhut juldi out ho jata hain..................
            • #21 Collapse

              han ji ap ne bilkul sai hai forex trading ke business main greed karne se 90 % log loss karwa dete hain greed aik asi cheez hai jis main ap ko just loss hi hota hai aur os ke elawa ap ko kuch nahi milta hai greed karne se ap ko tab bhi loss hota hai jab ap ke pass experience bhi ho tu
              • #22 Collapse

                ji haan janab bilkul sahi baat hai forex trading main to kai hum ksi bhi business main ager greed karainge to yakeenan hum ko loss hoga aur is liye zaruri ahi ke hum lalach ke baghair hi kaam karain aur jitna bhi mile usi main khush rahain
                • #23 Collapse

                  Yes dear i am with you greed is the major enemy of the forex trader. If you make the greed in your trade the greed will give you the loss in your trade and you loss you investment and no more amount in your balance due to greed in the trade. If you have a dreams related to forex trading please do not make the greed overcome to you otherwise your dreams cannot comes true in the trade
                  • #24 Collapse

                    keh sakty hain kyun kay is main aap jitna ziada kaam karty hain aap ko uena he dehaan say rehna hota hai aap ko chaiy ka yaap is kaam main achay say kamai bhi karain ta kay aap ko is main faida bhi ho sakaky.
                    • #25 Collapse

                      e haan aap na bilkulkaha lalch aap ka sare dreams ko tabha kar deti hai aap ko chahiya aap ko lalchnahi karna chahiya daily aik avge bana kar trading kare jis sy aap ko nuqsan bhi kaam ho
                      • #26 Collapse

                        ji ha bhi ji greed haamary bonnuce ko kha jata ai jis sai hum ko daikhan howy dreams ka pora krna mushkil ho jata hai hum ko apny dreams ko pora krn ykia liy is kia andr greed ko chorna pary ga
                        • #27 Collapse

                          g haan ap nay thk kaha hai k greed humaray saray ream aur capitals ko tabah ar daita hai forex k kam m humain greed nae karni chahye q k aik aissa kam hai jahan kisi b waqt kuch b ho sakta hai kissi k waqt isi galty ki wajha say apka account wash ho sakta hai aur ap ka sarah paissa loss ho sakta hai .
                          • #28 Collapse

                            bhai ham koi bhi kam yan bussnis krte hne tu us me ager ham dreedi banenge tu hamen profit hone k bjae kafi loss bhi ho sakhta he is liye ham koi bhi kam kren tu us mehm kbhi bhi greedi na banen trading bhi ek esa bussnis he jis me ham sabr se kam kren tu acha he
                            • #29 Collapse

                              Yes itx true that greed will kill our dreams and our capital als0, because greed ki waja sai hum apnai khuwab0n tak nhe p0hanch saktai or apnai sarmayae ko bhe zaya kar saktai hain just because of greed....,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex mein hum ko kabi bhi greedy nahi hona chaya har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader greed use karty hain or baz nahi karty hain. dear brother forex mein greed humko loss k siwa kuch nahi de ga aur aksar log loss isi waja se karte hain wo jaldi jaldi ameer banna chahte hain dosto itni jaldi ameer nae hoty theek se mehnat karain gain to ameer bany gain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X