Market mai uncertain halat say door rehna?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market mai uncertain halat say door rehna?
    Market mai aksar aoqaat kuch aise halat hotay hai k kabi be pata nahe chalta k akhir kiya ho raha hai aor kiya nahe q keh kuch be plan k mutabiq nahe hota aor na he koi cheez exact way mai chakti hai so es type situations mai behtar yahe hota hai k kuch time k leye os pairs say door he raha jaee aor wait kiya karay jab sub kuch clear hojaee agar apnay judge kiya ho tu ajj kal GBP pairs mai kafe ziyada uncertainty daikne mai aarahe hai koi pata nahe chal raha k kiya honay wala hai next so es type situations mai agar in pairs say door raha jaee tu maire khyal mai ye ik ache strategy hogi...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market mai uncertain halat say door rehna?

    dear mai ap ki bat sy etefaq kerta hun waqi ager hm log ik safe trade kerty hy tu lazmi hm log in halat or chezo sy bach sakty hy wesy ager ap ik fundamental trader hy tu ap ko yi kerna ho ga ky market per lazmi ap ko nazer rekhni ho gi taky ap asani ky sath is market mai her cheez ko cover ker sako jaisy ky ap bat ker rahy gbp ki tu ager daikha jay tu miry hisab sy gbp tu is time bahut hi ziyada khaternak pair hy jab tak is ka brexit wala issu hy is mai ap logo ko choti lot ky sath safe trade kerni behtr rahy gi or ap ky liya yi bi kafi asani rahy gi ky ager ap ky favor mai trade jati hy tu ap ko acha khasa profit hasil ho sakta hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Market mai uncertain halat say door rehna?

      Main app ki baat se ittefaq karta hoon k hamain hr time safe trde karni chahiye. or aisay halaat jo hmary muwafiq na hoon un se dour rehna chahiye. jab market bht ziada movement kar rahi ho tab bhi market me enter hoona khtnak hoo skta hai. ya jab kissi mulk ki economic position na smjh aa rahi ho tou tab bhi uss country ki currency me trade nahi karna chahaiye. shayad wo hamary liye nuqsa deh saabit ho.

      اب آن لائن

      Working...
      X