loss ki aik waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ki aik waja
    forex trading business mein loss ki aik waja ye bhi hoti hy k hum market ko achi traha dekh kar aur samjh kar aur achy analysis se trade open kartay han aur profit bhi hota hy lakin wo take profit aur stop loss ziada use kartay han js se market profit mein ja kar waps ho jati hy aur loss ho jata hy aur stop loss ko hit kar jati hy trade hum ko take profit aur stop loss market ko dekh kar set karna cahaiye tab hi profit ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ki aik waja

    Janab yeh tou app k analysis per depend karta hai k app nay take profir or stop loss kya lagana hai. agar app ka analysis acha hai or market watch bhi achi hai tou phr tou app ko limit se ziada take profit or sell profit lagana he nahi chahaiye. or agar koi iss tarah karta hai tou yeh cheez greed main aa jati hai or main smjhta hoon k forex trading me greed bndy ko tabah kar deti hai
    • #3 Collapse

      Re: loss ki aik waja

      G bilkul main aapki naat se ittefaq krta hoon hamen ki bar market se bahot hi acha profit mill rha hota hai aur ham apne orders close nhi krte hain jiska results hamen bahot hi burra milta hai
      Hamen apne taletakepr aur stoploss ko itna barra bhi nhi lagana chahiye k hamen profit milte huye bhi hamara takeprofit hit na ho,
      Hamen market k levels ko dekh kr take profit ko select krna hai ta k ham kamyabi k sath apni trades ko run lr saken
      • #4 Collapse

        Re: loss ki aik waja

        Ap ki bat sahi hy kiyon k forex trading mein bina experience k hum kuch ni kar sagty bus khali loss he hota hy bina experience k bhai mery experience hona lazmi hy tub he hum tp aur sl lga kar profit kar sagty hein
        ALWAYS BE HAPPY
        • #5 Collapse

          Re: loss ki aik waja

          G Dear bilkul aesa he hai sahi post ki hai apne aksar ham bina soche samjhe trade laga dete hain aur bina soche samjhe bas stop loss aur take profit laga dete hain aksar aesa hota hai k sl hit hone k bad market phr usi diraction main move karti hai to aese main soch samjh kar trading karni chahiye jab b trade enter karen to trend ko anylis kar len
          • #6 Collapse

            Re: loss ki aik waja

            Dear jaha tk mera khyal hai wesy tu loss ki boht se wajohat hain jin ke bare main ager likhe tu kalam bhe kam pr jaye gyen ager koie trader loss se bachna chahta hai tu apne ap pr kaboo paye or gair fuzol trading na kre jesa ke har ek trade ap ki profit main nahe jaye gye hamesha soch samjh kr order lagna chahye or mind fresh ho kr he trade kiya kren then loss se bacha ja sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: loss ki aik waja

              janab apki bt thk ha apk experience k hisab sa likn apko pta ha markits trends jo hoty han time to time change hoty rehty han. ap wali bt thk ha pr uskliye kuch chezin constant rahin tb hota ha esa. otherwise ya position burqarar ni rhy ge. or khbi esa ho b jata ha jesa ap na kaha likn is ma zyda depend ni kr sakhta bnda. pr chalian hr bndy ko markit apny lihaz sa analyse krna cheye apny mind k hisab sa.. baqi results jo b milian experience hota rehta ha.
              • #8 Collapse

                Re: loss ki aik waja

                Forex trading business mein loss hone ki aik waja ye bhi hy k hum market ka analysis nhi kartay aur analysis k baghair trading kartay han tu hum apni trade mein take profit aur stop loss ko ziada pip par set kartay han aur acha profit bhi hota hy lakin take profit ziada hone ki waja se Hit nhi hota aur market waps ho kar stop loss ko Hit kar jati hy aur loss ziada ho jata hy is liye analysis k baghair trade open nhi karni cahaiye aur stop loss aur take profit ko apne analysis k mutabik set karna cahaiye
                • #9 Collapse

                  Re: loss ki aik waja

                  forex main hum jab kam karty hain to is main loss hony ki kafi wajoohat hoti hay agr to hum is main active ho kar kam karty hain to market ko understand karna or is main stress free ho kar kam karna ho ga kun kay market main loss mistake karny say or stress say kam karny main or emotional ho kar kam karny say hota hay humain practice kar kay kam karna ho ga
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ki aik waja

                    forex aik online business hain ham is main trading karty hain is main hamy is main apni galtio ko avoid kar ky is main ka karna chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain jab ham is main bar bar koi be galti karty hain to hamara acount band ho jata hain or is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ki aik waja

                      Sir meri nazar mien forex mien loss hony ki waja say jo aham hai aagr hum as mien aa ker greed kerty hien tu hum as mien aa ker zaror as mien earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker hamain kam karna hota hai or as mien aa ker hamain as mien khud ki life ko as mien aa ker hamain her bar as mien loss say bach ker trade open karna hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ki aik waja

                        Forex market mai looss ki different waja hai. Jis ki waja sey ak trader ko market mai loss hotey hai.
                        1 Forex ki learning na krna
                        2 Forex ka experience na hasil krna
                        3 Forex mai lalach krna
                        4 Forex mai over trading krna
                        5 Forex mai raato raat ameer hona.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ki aik waja

                          g haan bhai jaan hamen as main loss greed aor risk ki waja se hoty hao aor as main ham ko as liy loss hota hai q k ham as main greed karte hain as main greed hamra khass doshman hai as liy agar ham as main greed kare gee tu ham as main kamyab nahi ho sake ge as liy ham ko chahiy hai kee ham as main greed na kare aoer hamesha greed se bach ke rihna chahiy hai aor ham ko as main hamesha lot size km rkhna ho gaa aor as main lot size km rakhe gey tu ham ko agar loss ho gaa tu as main km hi los ho ga jis ki waja se hamra account ash nahi ho sake gaa agr as main account ko bachna hai tu as main greed se bachna ho gaa
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ki aik waja

                            Boss ham ko as mien jis waja sy nuqsan hota h wo ye h k as mien ham lalach kerte hien aur as mien lalach hamain her bar nuqsan deti h as lyee her bar jo b lalach kerta h us ka unjam bura hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kern hota h aur ham ko as mien jab lalach kerte hien tu ham ko sirf aur sirf as mien nuqsan hota h as lyee ham ko as mien her bar sada trade kerna hota h aur ham ko her cheez ko dakh ker chalna hota h agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mien hamain her bar kaam kerna hota h aur ham ko behter sy behtreen kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h aur ham ko kamaee karna hota h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ki aik waja

                              Forex trading business mein loss ki aik waja ye bhi hy k take profit aur stop loss ko ziada laga diya jata hy js se trade ya tu phans jati hy ya phr ziada loss ho jata hy is liye forex trading business ka kaam apne experience k mutabik hi karna cahaiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X