over trading se kya murad hay ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    forex tarding business mein over trading se muraad hai k apna profit hasil kerney k baad aur profit ko hasil kerney k liaye mazeed trade kerna over tarding kehlata hai iss ko nahi kerna chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      ASSALAM O ALEIKUM yaar me to abhi new hon mjhe over trading k faide nuqsanaat to nh pata lkn shayad over trading isko bolt ehain k ap aik waqt mein aik sse zada trading kro,,,or mere kahayl se to shayad ye acha hoga or shayad kuch bura bhi ho....
      • #588 Collapse

        dear trade karke app profit kar sakte hai par agar over trade kare to apko lucksan bhi ho sakte hai kyunki over trade karne se apko apni mind ki upar presser parte hai is waja se app loss bhi kar sakte hai is liye sabar se limited trade karna chayee
        • #589 Collapse

          over trade aik sy ziada trades karny hy baz dafa ap is main apna loss recover kar rahy hotay hain ya pir ziada say ziada profit laina chah rahy hoty hain
          • #590 Collapse

            over trading mare dear dost ye eik time eik se zada trade lighny ka name ha some time ye trade bohot hi profiable shbat hoti ha some time loss ka base hoti hai jab real trading account me belence kam ho tu over trading se doro rehy.
            • #591 Collapse

              over trading se humein baz okat loss bhi ho jata hai or profit bhi..lakin ye market ki movement pe depend karta hai sara or agr lalach me ap ek time me 2 3 trade laga dete hain to ye over trade ho jati hai jise apko nuqsan bhi ho sakta hai
              • #592 Collapse

                Over trading ka matlab yeh hay kay hum her wakt market k samnay bethey rhen ya her wakt koi na koi order open kerty rhen, over trading her tarah sey khatarnak hey kyn kay is sey faida kum or nuqsan zyada hota hay or experienced traders is sey mna kerty hen.
                اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad44 پيغام ديکھيے
                over trading se kya murad hay aur log zyada tar over trading se faiday main rehtay hain ya nuqsan main.
                • #593 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad44 پيغام ديکھيے
                  over trading se kya murad hay aur log zyada tar over trading se faiday main rehtay hain ya nuqsan main.
                  brother over trading kehtay hai k ap ka account 100 dollar hai our ap nay trade open ki hai 10 position our who b 20 send ki tu ap ka account is trading ka nahi k ap itnay bari lot use karo our itnay ziyda position open kar do is par is say acha hai k ap is account par only 2 trade open kar saktay ho 20 send ki is say ziyda nahi
                   
                  • #594 Collapse

                    over trading se murad hai k aik time main 1 se ziada trading krna bohat se log 1 time pr kafi ziada trade krte is se wo trading main bohat sara profit bhi kama skte hain or loss bhi yeh market k trend pr depnd krta hai k wo kis side pr work kr rhi hai mgr unki yeh over trade unko extreme loss bhi de skti hai is liye unko is se perhaiz krna chahye..
                    • #595 Collapse

                      over trading mean har wakt orders par order place karty rehna. is sa hamin mostly loss ho ga. kyn k over trading karnay sa hum volatile market ma bhe trading karain gay. or hamain loss ko bardasht karna ho ga. isi lye over trading nhe karni chaye. or trend k mutabik work karna chaye.
                      :cool::cool::cool:
                      • #596 Collapse

                        over trading sy murad hai dear had sy ziada trading krty hain jo log un ko over traders bola jata hai .... agr esa koi krta hai to mery hisab sy woh ziada tr nuksaan hi hota hai :)
                        • #597 Collapse

                          dear aksar trader jab apna daily ka target achieve kar lety hai tu phr un ka yahi dil hota hai k hame aj aur earning ho jae tu best hai is tara wo aur trade karty hai aur wo apny profit ko b loss kar dety hai is ko over trade karna kehty hai
                          • #598 Collapse

                            meray mutabiq over trading se murad yeh hai k bohat ziada trading karna jis se apki health per bhi faraq paray aur itni ziada trading karna k ap achay tariqay se focus bhi na kar paye aur takh jaye jis se ap k trading capital ko nuqsan hu es liye over trading nahi karni chahiye hai.
                            • #599 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahrukh1 پيغام ديکھيے
                              Bhai ousay yah murad hai ke ap ak din main kafi kam ker chuke ho apn bonus ke chakker main or apko wahan par loss bhi ho sakta hai lalach ker chakker main waise yah ak lalach hai or kuch nhi
                              Bhai jaan hum over trading us ko kehte hain jab hum aik trade lagate hain usi ke saath hum dosri trade bhi lagaye to wo over trading ho jaati hai aik se ziyada trade lagane ko over trade kehte hain.....
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Over trading say ye muraad k hmm apni bt ko sahi tareeqe say wazahat kary k dosre ko ba asani samj a saky or over trading se ye bhi muraad hay k hmm jis bt par bhi comment kr rahy ho ousko 1line say zada k likhy.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X