over trading se kya murad hay ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    over trading se murad he jis time aik insan ko forex se loss hota he to wo apny loss ko pora karny ke liye trade per trade lagta he or loss ko pora kany ki baje or loss ka sekar ban jata he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      over trading se muraad aik time pe bahut zyada trades open karna hy jo ap ke capital ki range se bahir hon. ap aik se zyada trades open kar sakty hain lekin aik had tak open karain apny experience aur apny capital ki range dekhty huey
      • #558 Collapse

        over trading sa murad ha ka ak sa zayada hum trading karan or ya us waqt hota ha jab hum samajh raha hota han ka aj market safe mood ma ha to hum trade lagata jata han magar ya baz uqat hama loss bi da jati ha is lia bohat soch samajh kar hama karna chahia
        • #559 Collapse

          dear over trading se murad ya he ke ap aik he time mein aik shat zhada trade kare ya ap ke liye boaht he nuqsan day sabit ho sakta ha is ki waja ya ha ke ager ap ne aik waqat mein aik se zhada trade ki tou ap ka account be wash ho sakta ha and ap tens be rhakte hain
          • #560 Collapse

            forex mein over trading se means hain k aap ziada trading karta hain aur main ya samjt ho k forex mein us ko he over trading karni chaya jo bhut ziada acha trader ho kyun k agar hum forex mein aik se ziada trading karta hain tu hum ko loss bhi ho skta hai jis se humara account clean bhi ho skta hai.
            • #561 Collapse

              Yes my dear friend i think, over trading se murad aik time ma aik se ziada trade krna some time ya achi be hoti hai jb trader over trading se apna loss recover kr laita hai our sometime is se trader ke loss ma izafa hota hai so over trading is good for someone and bad for someone.So do not show efficency try to be efficent do not show off!
               
              • #562 Collapse

                over trading yeh hy k ap ki equity minus ma chali jay or ap or ap aur traders open kr len to yeh over trading ho jay gi i think es ka kuch fiada to ni sirf nuqsan hi hy or i think yeh trader os wqt krty hn jb wo bot loss ma chly jahen or hedging k zaray apna account bachany ki koshis kren
                • #563 Collapse

                  mere kahyal main over tarding sy murad ye hai ky jab ap her waqat tarding he kerte rahiye ap ko chance nahe be mela tu per be tarde open ker dy tu is method sy be ap ko little bit loss ho sakta hai
                   
                  • #564 Collapse

                    over trading jahan tak main smjhta hun k aik se ziada trade laga dena ya apni invest se ziada earn kar lena so app apni trading ko control me rakh kar ya limit me reh kar karna chaeiei .....
                    • #565 Collapse

                      dear over trade se sr murad he keh apne apni margin level se ziada ke trading ki he aur ismain kabhi faida hota he aur kabhi nuqsan hota he donoo chezain ismain ho sakti hain achhe trader apne had main reh kr tading krte hain.
                      • #566 Collapse

                        over trading sey muraad ye hai keh ap agar trade lagana chahtya ho tou ap ko chaheya keh ap apni he taraf sey trade lagao agar ap kuch expereince raktay ho tou tab apni marzi k trade sey ap ko ye faida hoga keh ap agar earning karo gay tou agli baar ap khod is tarah ka trade dobara laganay may asani or pir sey success hongay
                        • #567 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad44 پيغام ديکھيے
                          over trading se kya murad hay aur log zyada tar over trading se faiday main rehtay hain ya nuqsan main.
                          agr ik time mn ik sy zyada trading kren to isko over trading kehty hn. is mn extreme situation hoti hy. yani k ap ko bhtttt sara profit b ho skta hy or aisa b ho skta hy k apko itna loss ho k ap ka account hi khaali ho jay. wesy koshish kerni chahiy k jb apka targeted profit pora ho jay to zyada risk mat len or trad close kr den.
                          • #568 Collapse

                            my dear over traiding ka ye matlab hai ek time mein zeyada say zeyad trade ko open karna i thinks agar hum esko full analysis aur market ko watch kar kay karey to hamarey liye ye bohat good sabit ho sakti hai yahan tak kay agar humein market say thora bohat loss bhi araha hota hai to es say hamara loss recover bhi ho jata hai aur hum apney sab oder ko profit mein hi close karey gey jo trade loss mein bhi huwi us ka loss cluculate bhi karey gey tab bhi hamara profit hi hoga i think es ko hum saclping bhi keh saktey hain
                            • #569 Collapse

                              over trading se murad ye hai kay ap kay account main jo capital hai us se limit se ziada trade lagana matlb itni trades lagana kay account ka safe hona mushkil ho jaye usko over trading kahtay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                bhai i think ke overtrading woh hoti hai ke jab aap aik se ziada lots laga den or aap ke paas balance bhi ziada na ho i think isi ko over trading kaha jata hai jab ke aise karne se hum zero per bhi pohancha dety hain apny account ko .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X