Our own experience is our best teacher...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ji bhai apki bat ko bilkul agree krta hun jahan tak mera khayal hai bhai hamra erperience bhi prectice se ata hai ap jitna experience gain karo gy utna hi profit gain karo gy ager ap k ps experince nai hai to aik professional trader nai ban sakty ager ap experience gain krty ho to koi bhi apko profit gain krne se nai rok sakta...........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      g bilkul kyon ke jb hum khud experience krte hain to buht kuch seekhte hain knowledge gain krte hain phir practice krte hain aur kbhi loss bhi hota hai lekin is tarah hm buht kuch seekhte hain ye sara kuch hmain best trader bnata hai
      • #48 Collapse

        Jee bilkul log dosron ke mashwaron ka intezar krte hain or agar koi deta hai suggestion ya recommendation to us k batae hoi trades par gor nahi krte or khud se kosish hi nah krte jo galat baat hai.
        • #49 Collapse

          yes ye bat buht he ache kahe he ap ne hamari apni he efforts se is forum pe kamyab bana ja skta he ,,,
          • #50 Collapse

            That's true our own experience is our teacher because when we evaluate the opportunities ourselves we get to know better about the market trends. Bookish knowledge is alss important to know the basics but practical knowledge gives us the better idea.
            • #51 Collapse

              Jee bhai jan apki bat bhi thek hai lekin bhai jan meray khayal se to forex trading business mein humain siraf experience ki he zarorat nahi hoti bul kay humain is business ko learn karny k liye ksis na ksis teacher ki to zarorat hoti he hai.
              • #52 Collapse

                ji bilkul jub banda buhat sari practicwe karta hai to usko markets k ups and downs ka bhi pata chalta hain and profit aur lossess ka bhi aur istarah wo experience hasil kar laita hai aur kamyab hujata hai
                • #53 Collapse

                  In Forex Trading, it's true that our own experience is our best teacher, but if we have a person who has much experience, then we can get success much earlier than that of our own effort. Our struggle is reduced if we can get expert opinion.
                  • #54 Collapse

                    we are going to make an other trade which is based on our expirience trade there will be little chance to loss so be prepare to work with your expirience lessons.Absolutely right dear hum apny experience sy he seekh sakty hain , hum demo account py practice kar k experience hasil karty hain.
                    • #55 Collapse

                      yes this is good saying that experience is a good teacher.tajurba hamy bohat kuch sikhata hai jis sy aik insan apni kamyab zindgi guzarta hai or apni zindgi ko accha banany ki koshish karta hai ta k wo apni zindgi ki desire puri kar saky or apni zindgi main jo zaruriyat hain wo puri kar saky.
                      • #56 Collapse

                        g han friend hamara experience hi hamara sab sy acha teacher hota hy, jab ham seekhty hen or experience hasil krty hen to ham es ki badolat bohat sari ghaltion sy bach jaty hen or esi experience or knowledge ki roshni men ham bohat achi trah sy trading kr skty hen.
                        • #57 Collapse

                          G han ap ki bat theek hay humara apna tajurba humain bohat kuchh sikha daita hay.koi teacher itni achi trading nahin seekha sakta jitni hum apni practice sy seekhty hain, har trader ko ziyada sy ziyada practice kar k trading ka experience hasil karna chaiye.
                          • #58 Collapse

                            jin loogon ny is forex trading ky business mein kafi time lagay hai un sy tips aur guidance lyna app ki kamyabi eham role play kar sakti hai. waisy bhi un ka experience aur un ki knowledge waqt ky saath buhat hu gai hoti hai ju ky ek nay trader ky liey buhat helpful sabit hu sakti hai. Zarori hai ky app bhi market ko sumjhn aur apni knowledge ko barhain.
                            • #59 Collapse

                              ji bilkul sahi kaha aap ne mera bhi yehi manna hai ke insan jo kuch khud se seekhta hai wo kissi aur se nahi seekh sakta kiun ke wo apni ghultiyo se seekhta hai aur phr sab se successful insan wo hai jo apni ghulti ko accept bhi karay isliye maine aj tak jo seekha hai wo khud se seekha hai aur inshAllah forex trading mei b yehi hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                jb tak um khud he kam ko nahi samjhe gay aur kare gay meray khyal me hum kabhi b trading ko nahi seekh sake gay aur kar sake gay is lye hume is cheez ko samjh lena chahye aur kar lena chahye k ye achi cheez hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X