What is Spread in Trading Account
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Spread in Trading Account
    Spread kia cheez h aur eska trading mn kia role h? Spread ka matlb "jb hum trade lagaty hn to start mn hamara account profit manfi (minus) mn show hota h jo k aksar 30, 60, 80 ya phir 120 point km hota h. jis sy new trader preahan ho jata h. Spread ka sada alfaz mn matlb "commission ya katoti" hota h jo k trade k start mn hi kaat lia jata h. Us sy upper jo profit hota h, wo trader ko milta h.
     
    Just view ???, Like kon kry ga???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul aap ny sahe kha hy k spread basically admin ka commission hy jo ko lazmi paid krna hota hy new users ko is ka pta nhe hota or wo tenshon lyty rehty hyn k ye kiya cheez hy lekin ju ju aap agy bharty ho to aap ko is ka idea ho jata hy k treading main kiya kiya hota hy mazeed soread k bary main old users sahe brief kr sakty hyn
    • #3 Collapse

      sir yh ek tara ke commission ha jo k ap ko lazami dayni hoti ha apnay broker ko es commission etni zada nahe hoti bulkay kuch pips he hoti hain jo k hum apnay broker ko dayty hain us k balday kafi benifits hasil karty hain aur har broker ka apna spread hota ha kuch broker variable spread daytay hain aur kuch broker fix spread.
      • #4 Collapse

        spread wo cheez hai jab aap trading positions open krtay hain to aap ko foran loss main jana parta hai ye spread asal main broker aap sa commission laita hai trading krnay k liye un ka plateform use kia jata hai iss liye wo har trade per commission laita hai yahi broker ki earning kar zariya hota hai kisi broker ki spread zyada hoti hai aur kisi ki spread kam hoti hai koi 1 pips laita koi 3 aisay ye commissions laitay hain.
        www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
        :1f609: and get free signals 90% accuracy
        Add me on skype furqan.ramey
        • #5 Collapse

          Forex market Mein surprise ka matlab hai ki agar aap forex market Mein trading currencies ke upar Jitna aap ka spread Hota Hai.
          Indian currency exchange rate mein Commission Kehlata Hai Jo broker Hamare se spread Ki Surat Mein leta hai hame spread Sega banana nahi chahiye.
          History Kaise market me trading ho sakti hai aur koi matlab Badal Tarika nahi hai market Mein exchange rate ke upar trading karne ka.
          • #6 Collapse

            Bhai g spread brokerki fees hoti ha jo wo charge krta ha ap se per trade wo apni fees rakhta ha kuch brokers spreadfix rakhty ha tu ksi ka veiry krta rehta ha
            • #7 Collapse

              Bahi Ap spread ko asy samj lo simple k ya traders ka commission hy Jo Ap ko her trade par dena parta hy. agr Ap aik trade opened karty hain aur us ka jitna spread ho ga us say loss ma ja k start ho gai trade mtlb agr 3 ka spread hy to wo trade 3 point nechy say start ho gai.
              • #8 Collapse

                G han ap ki bat bilkil theek hay k jab hum koi bhi trade open karte hain tou humain us main jo profit hota hay us nain se broker apna commition leta hay ausay spread kehte hain kuch pairs main spread kam hota hay aur kuch main zada hota hay ye broker hum se un kibsite use karne ka commition leti hay
                • #9 Collapse

                  Ye kis trh pta chalta h k spread flexible h ya fix lgi hui h. eski indication trading mn kis jaga show hoti h aur iska koi specific icon bi bna hua hota ya ni.
                   
                  Just view ???, Like kon kry ga???
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    dear friend spread ki sahi tareef ye hai k ju currency ki sell aur buy price main ju fark hota hai usko ham spread kehty hain ye spread broker laita hai koi broker kam charge karta hai aur koi ziada ap ko kam sy kam spread waly broker k sath kam akrna chahieay iss say ap ko faida ho ga kyon k jahn ap ki aik trade -3 say ya - 5 sy strat ho gi ap ko 1 ya 2 spread waly broker k sath kam krna chahieay kyon k order lgany k bad ap ki trade jaldi profit main ajti hai aur ap nay ager scalping karni hai tu uss k lieay ap ko asani hoti hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X