The new treader start up often fails but not to worry?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    The new treader start up often fails but not to worry?
    Jee friends troduction forex treading business should never be worried whole doing any work.If a treader works with hard work and heard work then success is successful.The new treader has to face failure at the start of the start. Then slowly learning business it leads to success .If the worked market forex treading business does not stop treading when doing treading then loss will be. If the work patiently treading. So sh,ll go be worn because of being loss in the market forex ....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aao nay theek kaha hai forex mein jo bhi new member ata hai uss ka start loss sae hi hota hai lakin uss ko iss sae perashan nahin hona chahyea yeh aik business hai aur iss mein kamyab honay kay lye kuch qurbanian tou deni parti hain tou aap bhi iss mein aur zayada mehnat kerain aur aap iss mein zaroor kamyab ho gay
    • #3 Collapse

      Dear apnay point to bhot hi acha discuss kiya hay kiun kay aksar newbies ko trading ma loss huta hay aor unka account bhi wash hu jata hay laiken ye fail hunay ki nishaani nhi hay kiun kay new traders kay saat aisa huta rehta hay albata ager wo mehnat jaari rakay aor learning kertay rahay tu pher wo kamyab hu saktay han.
      • #4 Collapse

        Dekhain bhai waqt sada aik jaisa nahin rehta aur forex mein bhi aisa hi hota hai aap ko forex mein waqt kay sath sath experience hota jata hai aur agar aaj aap ko loss ho raha hai tou experience honay kay baad aap ko loss sae zayada profit bhi ho ga bus aap iss mein mehnat sae kaam kertay rahain
        • #5 Collapse

          dears friends ap ny bahot acha swaal kiya hy keh new trader fail hota hy kiunkeh usy abhi marketing ki move ment ka tajarba nh hota es liya woh fail hota hy liken tens leny ki zroart nh ap haar nh mane ehnat karty rahin marketing ki move ment ka tajrba a jay ga ga phir ap trade mn fail nh hon gy
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Wesay new traders ki fails ho janay ki main waja un ka full tayari kay sath na ana hota hay. ager kisi kakoe exam ho to log us ki tayari kertay hain aur phir us main kmayabi hasil kertay hian. isi trah forex market bhi aik imtihan hay is main tayari kay baghair ham fail ho jatay hain. is liye is main sahi tayari say ana chahye ta kay kamayab ho saken.

            اب آن لائن

            Working...
            X