Apka apni trading par kitna trust hota hai successful hone ka?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apka apni trading par kitna trust hota hai successful hone ka?
    Maira sawal sub traders say hai k apki current strategy knowledge aor experience k based par jab ap koi trade lagate hai tu apko kitna yaqeen hota hai k ye trade kamyab hoga so share zaror kejeye apni experience ko
    Mai agar personally baat kaho tu abi taak mai ik learner hun aor jab be trade lagata hun tu taqreeban 60% percent mujay trust hota hai k ye trade successful rahega ...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear pehly start mai tu sabhi loss kerty hy zahir hy hm logo jab forex mai aty hy tu hm logo ko bas yahi pata hota hy ky hm logo ny I forex mai sirf dollar kamny hy or wo bi bahut hi jaldi hm log ameer ban sakty hy or is lalch ky chaker mai hm log apna bahut sara invest zaiya ker dyty hy ager hm log is bat ka khiyal kery ky is mai apna koi plan bana ker chaly tu hi hm log apna ik target ko set ker ky us ko hasil kerny ki koshish kery tu mai samjhta hun ky forex koi mushkil kam nahi hy is mai kamyabi hasil ki ja sakti hy bas ap ko lazmi is ko sekhna ho ga.
    • #3 Collapse

      Jub hum forex mein trading kertay hain tou agar tou hum uss kay lye complete analysis kertay hain tou humain uss trade ka oata chal jata hai kay humain iss mein profit hi ho ga aur jo trade ghalt lagay tou uss ka pahele sae hi pata chal jata hai kay iss mein loss hi hai
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
        Maira sawal sub traders say hai k apki current strategy knowledge aor experience k based par jab ap koi trade lagate hai tu apko kitna yaqeen hota hai k ye trade kamyab hoga so share zaror kejeye apni experience ko
        Mai agar personally baat kaho tu abi taak mai ik learner hun aor jab be trade lagata hun tu taqreeban 60% percent mujay trust hota hai k ye trade successful rahega ...
        Hame Jab trading Karta Hoon Tum Mujhe 50% Tak Apne ladke success hone ke chance Achhe Lagte Hain aur Jab Main pura planning Waqar km trade Karta Hoon Tab bhi 50% Agencies Lagte Hain Kyunki market bohat unpredictable hai aur Forex trading market mein kuch bhi ho sakta hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Dear aisa hoota hai k jab koi trader new ata hai forex trading ki dunia me tou uss ko sab se pehly jiss cheez ka samna hoota hai wo loss hoota hai. phr ahista ahista wo learn karta hai or aik wo time ata h k uss ko apni strategy per bharosahoota hai k haan main any yeh trade lagai hai iss per main itny pips kma loon ga. jahan tak main apni baat bataoon tou shuru me bht loss kia phr kuch aqal ayi sekhna start kia or ajj tak seekh he raha hoon.
          • #6 Collapse

            Dear ap ne acha thread post kya he,Mein jb bhi koi trade lagata houn,,Tu mera 70 persent Us trade pe yaqeen hota he.
            • #7 Collapse

              Well my dear sir boht acha sawal hai. Me b abhi tak forex me new hun or jb me deep analysis kr k trading lgati hun to mujhe 40% hi trust hota hai k market yahen tak hi jaey gi. Lekin agr against chali gai to me usko ya to stop loss laga dainti hun ya manually close kr daiti hun :1f604:
              Lekin me pori koshish krun gi k apne knowledge and experience ko mazek behtar krun specially,Technical analysis learn krna boht hi zrori hai.
              • #8 Collapse

                sir mien jab bee trade open kerta hion to mien es mien aa ker sab say pahly market ko analysis kerta hion jab mujhy es bat ka yqaeen hota hai k market ka trend kis saide per jaye ga to mien trade open ker deta hion.
                • #9 Collapse

                  I think everyone believe hundred percent on his self that no one can be better than me in the field of business so it's tough but we believe more than more our self
                  • #10 Collapse

                    Gee haan mujhay apni trading per trust hai aur mein iss sae bahut achi income lae sakta hoon aap ko jab tak apnay trading procedure per trust nahin ho ga tou aap mein khud aetmadi paida nahin homgi jis ki wajah sae aap achi trading nahin ker payain gay hamesha khud mein confidence paida karain
                    • #11 Collapse

                      Dosto forex trading ma jb b koe new trader ata hy to new trader ko trading ma aty he phely Acha khasa loss hota hy kiun k new trader trading sy zyda earning krny k ly lalch kr jta hy jis sy us trader ki loss he hota hy lkin Jesy Jesy wo trading ma old hota jta hy os ko smjh ati rheti hy or wo phr analysis or aik Achi stretegy bna k trading krta hy
                      • #12 Collapse

                        Forex trading aik aesa buainess hay jis main hum 100% yaqeen k sath trade ni kar sakte k ye humri right hi jay gi kiu k humain nai pta hota k market kab kidhar move kar jay humain profit ho ga ya loss lekin main ye samjhti hun k humain khud par bharosa hona cahiay aur 100% yaqeen k sath trade karni cahiay kiubk agar ap positive thinking rakhain ge tou ap lazmi success full ho gay
                        • #13 Collapse

                          humay trust apni trading par tab he hota hay jab humary pass trading kay bary main knowledge ho aur humay chahiye keh knowledge ko ziada say ziada enhance karen tab he hum market main safe earning bhi kar sakty hay aur es business main humay lalach bhi nahi karna chahiye kyun keh lalach main kamyabi nahi ho pati
                          • #14 Collapse

                            jahn tak mjy lgta ha ya main kerta hon tu ham logo ko apni trades pa 100% yakeeen hona chiya ku k jab hum logo ko khud pa yakeen ni ho ga tu hamen profit ka chance bahot kam ho ga aor loss ka bahot ziyda is liya mara ap ko bi yahi advise ha k jab bi ap trades lagean 100% sure ho ker lgean ku k jab ap confues ho ker trades lgtay tu ap ko hi us ka sub sa ziyda nuksaan hota ha..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apka apni trading par kitna trust hota hai successful hone ka?

                              forex mai kamyab hony ky liye hamy apny ap py trust karna chahey hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kise be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex mai hum out off cost account bana kar be kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X