Good morning dosto! Mera tajurba yeh keh raha hai ke USD/CHF ki overall market sentiment buyers ke haq mein lagti hai. Iss hafta ADP Non-Farm Employment aur Unemployment rate jaise major economic indicators market mein kafi volatility le kar...
T E C H N I C A L _ A N A L Y S I S U S D / C A D Assalam-o-Alaikum sab forum users ko, Aaj ke is essay mein mein USD/CAD pair ke market behavior ka tajziya kar raha hoon. Iss waqt dollar index 102.77 pe trade kar raha hai jab ke USD/CAD ka current...
USD/JPY pair abhi ek strong downtrend mein hai, aur price daily chart pe kareeban 147.590 ke aas paas trade kar raha hai. Ye girawat is baat ka saboot hai ke sellers kaafi active hain aur price ko neeche push kar rahe hain, specifically 147.0 ke...
NZD/USD market pair ne Tuesday ko strong bullish momentum dikhaya jab buyers ne bearish sellers ka pressure block kar diya. Buyers ne price ko support area 0.5662-0.5663 par hold kiya, jiski wajah se price bullish direction mein aggressively upar...
GbpUsd pair ka analysis dekha jaye to Wednesday ke din market mein jo movement hua, usmein sellers ne koshish ki ke price ko neeche le aayein, lekin woh buyer support area – jo ke 1.2909 se 1.2910 ke aas paas tha – usay todhne mein kamiyab nahi ho...