disheart huny ki kia waja hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    disheart huny ki kia waja hai
    dear disheart huny ki waja ye hoti hai k ap is main jald baazi main trade laga dety hai aur agar koi apko guide bhi kar raha hota hai to ap uski baat par tawaja nahi dete aur lose kar bethty hain sub sy badi waja yaho hoti hai forex ko chhorny ki.
    thraede pasan aye to thanks lazmi sy karain
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
    dear disheart huny ki waja ye hoti hai k ap is main jald baazi main trade laga dety hai aur agar koi apko guide bhi kar raha hota hai to ap uski baat par tawaja nahi dete aur lose kar bethty hain sub sy badi waja yaho hoti hai forex ko chhorny ki.
    thraede pasan aye to thanks lazmi sy karain
    Je apki bat theek hai k disheart hum tab hoty hain jab loss May jain ar wo b apni ghalti say. Forex trading waisy jald bazi May munhasir nhi jo jaldbazi karta hai wo jald loss May b jata hai ar account wash kar bethta hai ar phir pachtata hai so pachtany say better hai k tahamul say kam lay ar sahih analysis k bad trade open karain.
    • #3 Collapse

      Jee bilkul jo waja ap bata rahy hen aik waja to ye he aor is k ilawa bhi kuchh wajoohaathen jin ki waja se forex trders trading se disheat ho jat y hen, jesa k profit ka kam hona, q k normally treders ny yehi samjha hota hee k raton rat amee ho jaen gy jb k aisa nai hota aor wo dil bardashta ho jaty hen.
      • #4 Collapse

        ye barri mistake hoti hay kay agar koi aap ko proper guide kar raha hota hay tou uski baat pe tawajah nahi di jaati hay aur loss hojata hay
        then disheart hojatay hain aap ko pehley apnay aap ko ess kabil karna chaiye kay aap real trading mei akar loss nahi karogay
        dusron se bhi seekhna chaiye aur proper planning pe success ways pe tawajh deni chaiye..
        • #5 Collapse

          Isi leay dost humean sakoon say phelay kisi bhe pair k technical pher us k fundamental our pher sentimental analysis kernay k bad he live accoujt maen trade lagane chahy pjer he us maen hum achaa profit araam say bna pain gay jab bhe app jald bazi say kaam karean gay to app us maen loss honay pay disheart hoon gay
          • #6 Collapse

            Bhai disheart hona ki wahja ye hai k ham bhot jadbazi aur lalach k chakar mai trade bina sochy samjy laga dety hain jis ki waja say loss hota hai ham us loss ko bardasht nai kar paty aur ham log disheart hu kar trading ko chor dety hain apni mistakes par tawaja nai dety jis ki waja sy ye sab hota hai hamy chahiya k ham patient ko barkarar rakty huway trading karyn with analysis k sath bina lalach k
            • #7 Collapse

              disheart nahi hona chaiye loss hota ha karobar ha loss say buchna he to ap apna mind bana lo k trade app ney bina stop loss k ni karni he jahan b trade inter karo stop loss first set karo or market me sport or res ko dekh kar he trade ko app ney inter karna ha planing kro success lenay ki
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
                dear disheart huny ki waja ye hoti hai k ap is main jald baazi main trade laga dety hai aur agar koi apko guide bhi kar raha hota hai to ap uski baat par tawaja nahi dete aur lose kar bethty hain sub sy badi waja yaho hoti hai forex ko chhorny ki.
                thraede pasan aye to thanks lazmi sy karain
                tredence Konjam trading karte huye loss hota hai toh Badi sad ho Jate Hain Riders qualified nahi hona chahiye usko mistakes ki wajah se hair loss hota hai results for the loss photo apni mistakes send karna chahiye
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  G han jub humy doran e trading loss ho jaee to hum disheart hoo jaty hei kuch membets too ese bhii hoty hein jo kay apny ap see vahr ho jaty hein forex ko bura bhla kehna strt krr dety heinn lhkn esa kuchh nhii hota humy loss kii wja forex kezr ho skta haii jo ky har maah humy moqa deta haii ky hum mehnat krein aor zaida see zaida earn krein disheart hona bhii ek naturly baat haii es py kissi ka xoor nahii but insan ka apny ap py apnii zuban py cntrol hoba chaiyee aor apny ess loass se sabq hasill krna chaiye..
                  Mehnat Me Azmat hai
                  • #10 Collapse

                    disheart hona ki wajha bahot zeyada umeed kerna hoti hay ager hum trade say umeed kum karay to hum disheard bhi kumho ga mager ya such bi hay kay jub hum puri tarah market ko dekh ker trade kertain hain to umeed bhi itni he kertain hain
                    • #11 Collapse

                      forex man frustrate honna aik normal routine ha. forex man trader ku start man loss bear kerna hota ha kun k experience nae hota trader ku ic say loss hu jatta ha or trader oc k bad learning ki taraf jatta ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: disheart huny ki kia waja hai

                        forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy loss ky band hamy disheart nahi hona chahye forex aik international business hain is ma dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: disheart huny ki kia waja hai

                          jo bee forex mien aa ker dis heart hoty hien un ko chahye k wo as mien belkul bee na hoon q k as mien profit ya loss hona hamara muqada hai agar hum as mien acha experience hasil ker kam kerty hien tu hamaina s mien aa ker her trade mien profit mil sakta hai or hamain earning bee ho sakti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: disheart huny ki kia waja hai

                            forex mai jab hum kam karty howe loss kar dety hain to hamy saber karna chahey hamy disheart nahi hona chahey forex aik real business hain hum is mai raat mai raat mai kise be wakt kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik asa business han jo hamy learning ky sat earning be deta hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: disheart huny ki kia waja hai

                              Boss jab ham forex mien kaam kerte hien aur as mien jab ham ko nuqsan hota h tu ham dil chor dete hien as lyee ham ko as mien jab nuqsan ho to preshan nahi hona hota h bel k ham ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien he rbar etni himat kerna hota h k ham as mien kaamee ker lain aagr ham as mien kaam kerte hien as lyee ham ko acha kaam kerna hota h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X