Still trading after loss? Why?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    think first if any busniss man have a goat form and his all or some goats are dead with deises he leave his busniss.not and nor. he will again do. to good hope.and hope is power which have every person.and animell.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main bar bar loss say bhi disappoint nahe hona chaheye kun kay loss kay bad hi success milti hay is leay loss say karnay main jo aap nay ghalti ki hay us say seekhen aur phir trading karen faida hoga
      • #123 Collapse

        mere kiyal me to apko jitna zada loss hyta he forex me apke andr ake sprit peda hte he k abb muje loss hua he to ab next time profit karna he so mere kial me loss hna bhe zaryri he kuk loss s apko bht kuch pta bhe chalta he forex k bare me
        • #124 Collapse

          still trading forex after loss because i know that loss is the part of trading and we cannot avoid that..
          even a good trader and professional trader will have loss in their trading..and they not giving up..so why we not follow their steps?
          • #125 Collapse

            Forex jaisa k har business main loss hota hai issi tarha Forex main bhe loss hota hai,,,lakin agar hum is main mehnat karain gy to hum loss ko kam kar sakty hain.......and loss k bad bhe trade karni chaye hinmat nai harni chaye.....
            • #126 Collapse

              kyon ke mujhe is market se pyar hai main is mein mehnat kr raha hoon is liye main is ko choron ga nahi main kameyab hona chahta hoon lekin mera loss recover ho gya hai is liye main is ko nahi chor raha apni galti theek kr raha hoon
              • #127 Collapse

                Mayoosi kufar hai aur humain agar is business main nuksaan ho raha ho to humain is ko chorr nahi daina chahiye balkay apni galtion ka azala karna chahiye aur yeh dekhna chahiye kay hum kahan per aur kya kya galti kar rahay hain.Forex trading main galti hi say humain sahi say seekhnay ka moka milta hai.
                • #128 Collapse

                  forex trading business main humain apne loss se ghabrana nahin chahiye loss humari apni mistakes ki wajah se hota hai ager hum apni mistakes pe work karain aur trading main un mistakes ko avoid karain to hum apne loss ko control kar saktay hain.
                  • #129 Collapse

                    har jeet to life ka hisa hota hy hm ye to keh hi nhi skty hain k hm business karain or hamain bs sirf or sirf profit hi hota rahay . loss k bhi utny hi chances hain jitny k profit k is liye ye koi buri cheex nhi hy bl k hamain to apny losses sy sekhna chahye . apny loss ko apni kamzori na banain bl k us sy nai cheezain sekhain zindagi main kuch bhi apko hara nhi skta hy bs mehnat kart y rehna chahye
                    • #130 Collapse

                      Brother aapnay jo thread ki hai mein iss per yeh kehna chahata hoon kay aap ki yeh baat kay musalsal loss hota hai mein iss say itifaq nahi karta balkay koi bhi successful trader bhi itifaq nahi karay ga kunkay aap ko experience kay baad hee pata chalay ga kay loss humari hee kissi mistake ka natija say hoti hai aur yeh waja hai kay kuch trader iss ko chordaytay hein.
                      • #131 Collapse

                        Humen se main trading jari rakhni chahye chahy hum loss bhi kren to humen es main trading nahi chorni chahye es main hum jitni ziada practice kren gy utna hi ziada faida hy humen es main
                        its my Fb Address
                        www.facebook.com/Sunny.Sumra
                        Skype: Sunny_Sumra:o
                        • #132 Collapse

                          if you are capable of learning from your mistakes you must rise again and again you must not give up
                          • #133 Collapse

                            kiun k her insan ko ye tension hoti hai k jo us ko loss hua hai wo kisi trha se cover kr le or isi chkar mn wo or zada loss krwa bethta hai
                            • #134 Collapse

                              AOA. bhai shb sab sa phly to trading strt karny sa phly humean achi tarhan practice karni chahea or kam sa kam loss ki ratio rakhni chahea agr musalsl loss ho to apni success kko lose nhi karna chahea.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Hum agr es main loss kr laity hain to es main humen trading nahi chorni chahye balky try dobara krni chahye or achi tarha work kr k es main humen khud seekhna chahye or seekh kr work krna chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X