Nawaz Shareef per hony wala fine kia hamari economy main change laey ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nawaz Shareef per hony wala fine kia hamari economy main change laey ga
    Agar nawaz shareef ka sara pesa qaomi khazany main jaey ga tou kia is sy hamara Pakistani rupee dollar ky muqably main kuch strong ho sakta hai ya in cheezon sy economy main koi change nehi aa sakti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Nawaz Shareef ny konsa fine pay kerna hai woh jail ko prioirty dy ga lekin apny jaedad ko kabhi qomi khazany main jama nehi kerwaey ga lekin agar kisi deal ky tehat aesa ho bhi jata hai ky sara fine jama kerwa deta hai tou ho sakta hai kuch thora bahot farq perh jaey lekin economy ko strong hony main kafi waqat lagy ga
    • #3 Collapse

      Mery khayal mein adalat ne Nawaz shareef per is case mein 2.5 crore Rupees fine kiya hai is se economy pe asar nahi prta,ager woh us k all assets ko mulk mein lany ka kehty tu hamari economy zaror barhti aur dollar nechy aa jata,Pakistani rupees ki value achi ho jati.
      • #4 Collapse

        G fark toh parhhy gaa but kuch khaas naii pehly to yeh hsi kay nawaz shareef yeh fine pay hi naii kry ga aur fr ager karr bhi day to itna frk naii parhna eska ku ky rupee ki kemat bht down ho chuki hain econmy mn izafy mn kuch wakt toh darwar hoga naw tabhi jaa ky kuch halat behtr hongy.. Shukria
        Mehnat Me Azmat hai
        • #5 Collapse

          Agr Govt honest ho aur sub Govt Employee bhe honest ho. Tou phr Kisc bhe country mai es tarah ka issue hota hai tou Country ki economy kay sath sath es ki market bhe effect hoti hai. Likan Ap ko maloom hai k sub kay sub chor hai. Es waja say ko effect nahi ho gy. Srif ya apnay lye sochey gy aur Goods ka rate high he ho gy.
          • #6 Collapse

            Dekhen dear jitna bara hmara mulk he us hisab se to ye fine itna zeyada nai he magr ye jis tarah se adalat ka faisla aya he aik taqatwar k khilaf to yaqinan ye puri dunia k message geya he k pakistan me bhi currupption pe pakarr hoti he, iska saf saf mtlab he k ppakistan me investment krny ki rah khuli he aor internationally aik achha paigham he aor ompanies aor countries intrust kren gi aor invest bhi kren gi.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Nawaz Sharif per hony waly fine ka effect pare ga i think jb apky reservas main izafa hota tu economy strong ho ge r jis se lazmi haii k market k oper effect hota haii

              اب آن لائن

              Working...
              X