galti se eik thread mn do reply??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    galti se eik thread mn do reply??
    Asslam o alikam dost mn hum aab se pochna chahta hun agr kisi mistake ki waja se eik thread mn do bar reply ho jaye tu kia hamra account block ho jata ha ya phr hume warning milti ha wese hume is mn koi mistake nai krni chaiye liken phr be agr ho jaye tu hume warning milni chaiye eil bar ap kia khete ho is k bhre mn account block ho jata ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    walikum salam dear theek kaha hy ap ny kai dafa aisy hojata hy ya tu net ka problem hota hy ya koi or aise issy ho jat ahy jis ki waja sy hm log 2bar ik hi pair per reply ker dyty hy tu us ki hm logo ko ya tu warning milte hy ya phr hamri wo post delete ho jati or count nahi hoti hy is liya koi tension ki bat nahi hy bas khud sy 2bara aisa na ho tu behtr hy.
    • #3 Collapse

      ghalti sy reply krny sy koi problem nhi lkn apko continue aisa nhi krna chye Pakistan Forex sy apko har trah ka knowledge milta hai trust bhi apka built hota hai lehaza apko yahan py international status ky business ma work krny ka moqa mila hai to is sy faida uthao aor resistance ky hisab sy he move krti hai aor next target according to the market apko set krna hota hai
      • #4 Collapse

        Brother ager kusi post ko ap reply kerty hain air network problem ya kisi aor reason se apki post repeat ho jati hey to ager same post five mintue key ander repeat ho to caution note a jata hey aor post dobara reply nhen hoti. Ager five minute key baad same post submit ki jaey to woh copy paste main ati hey aor us per sccount bann bhi ho sakta hey.
        • #5 Collapse

          Walakam islam brother baat ya hay k ager aap aak post ko kisi galti ki waja sa ya network k problem ki waja sa 2 time reply kar datay hain doubal reply ki waja sa aap ka account block kar daya jata hay ager aap ka account block ho jahay tu aak he tareeqa hay account open karwana ka k aap apna modrator ko mail kar k bata hain k galti ki waja sa post copy ho gahi hay kindly lss ko mistak consider kar account open kar dana
          • #6 Collapse

            Yes brother kabhi kabhi aisa ho jata hai k aik thread ko hum 2 reply kr dety hein yeh aksar mobile se posting mein ho jata hai kionkeh mobile reply ki hvi thread ko show nahi krta jiski wajah se hum aik thread ko 2 reply kr dety hein is se hamara account bann nahi hota mager woh post aik hi count hoti hai.
            • #7 Collapse

              janab jahan tak maira khiyal hai agar pahlay aisi galti ho jati thi tu account ban kar diya jata tha lakin ap system behtar honay ki waja say admin thori si leverage day daitay hain aur wo check kartay hai sari cheezain. humay chahiyay kai hum posting dhaikh kar karain aur ghalti kai chances kam say kam dain takay humari mehnat zaya na ho.
              • #8 Collapse

                Dear ager app sy aik he time par 2 bar reply ho jata hai ya internet ke madad sy ya phir wasy he galti sy to best yahi hai ek reply delet kar dain ta koi eshu na bany wasy ager kbi kbar aisa ho jay to koi pronlum nhi hoti ager bar bar ye galti ke jay to koi ishu ban b sakta hai es liy ahtiat he karni chahiy
                • #9 Collapse

                  dear agar kisi post mein apka do bar bhe reply ho jaye tab bhe koi masla nahi ha kiyon k galti say reply aye ga to ap ki ek post ko delete ho jaye gi lekin next ap ehtiyat sy kam lein kiyon k account ko banned bhe kiya ja sakta ha agar ap bar bar 2 bar ek he post par 2 bar reply kareen is liye ap achi trha dakh kar posting kareen or jo post ka reply ho chuka hota ha us k sath nishan lga hota ha jis say apki mistake kam ho jati hein
                  • #10 Collapse

                    Baz okat jaldi ya network problem ki wjh se thread ko do bar reply ho jata hai tu is se apka aik hi thread reply count ho ga is ley aisa na kia jay koun ke is se time waste bhi hota hai jis ka koi faida nai hota is ley bhtr hi ke tahamal ke sath kam kia jay jis main mistake ke chances zero hon
                    • #11 Collapse

                      bhai jan pakistan forex forum me ye alow to nhe he ke ham ek threed pe do bar reaply karen lekin mera zati ray he ke hamen is ke bare me waring milni chahye q ke galtyan to hoti hi hen lekin us galtiyo ko sudharne ke liye hamen moqa milna chahye
                      • #12 Collapse

                        Han gi yeh ek bohat comman mistake hai jo hosakti hai but ager aesa hojae ky hum ek thread py 2reply kar jaein to hmrai ek e post count hoti hai esi lia tonkejty jai learn 1st usky bad krein post kuch to mind mn rahy ga naw ky yeh already hum post kar chuky hei aor phr bhi hojae to itx okay ghlti ho jati hai kui kitna bhi parfect ku na ho ho bss kosish karein kam se kam ho ya ho he nai...
                        Mehnat Me Azmat hai
                        • #13 Collapse

                          g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai ghalaty se aik theard main 2 posts karne se koi nuksan nahi hai likin ham ko aesa bar bar nahi karna chahiy hai thek hai bhi jaan
                          • #14 Collapse

                            forex mai hamy aik theard ko aik bar he reply karna chahey or agar hum sy galti sy aik posts 2 bar reply ho jy to hamy foren apny moderate ko inform karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam akr sakty hain or ache earning hasial kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yahan tak mjhe maloom hai yahan ke forum rules ke barey mai woh yehe hai ke aik thread per agar app do dafa galti se reply ker dete hai tou count aik he hota hai. Aik dafa confirm bhi kerlein taake ap ko confirm hojaye admin se .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X