Bloomberg news live in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bloomberg news live in forex trading
    main apko batata cahlo kay ager ap news ko live dekhna cahty hai.to ap Bloomberg live tv ko dakhty rahay.is main forex trading kay baray main apko har forex :1f627:news kay baray main pata lagta rahta ha..or apko trade karnay main bi buhat madad mil jati ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han g ap na bary achi site ya channel ka name lia hai k q k waha per her time forex ki news chalty rahty hai. or jab ko bary news any waly hoty hai to us se pahly wahan per kuch debate hoty hai jiss se ham market ka kuch na kuch behavour ka andaza ham laga skty hai . per aik bat k ham jo b kar lai forex risky hai yani un sab effort k bad ham yah nahe kah skaty k forex main ham kamyabi hasil karian gy or aik bat dear yah sab us banday k lai mumakan hai jo english understand karta ho or warana aam banday ka lai to an main koi fida ya samjh nahe hai.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: yasir11223344 پيغام ديکھيے
      main apko batata cahlo kay ager ap news ko live dekhna cahty hai.to ap Bloomberg live tv ko dakhty rahay.is main forex trading kay baray main apko har forex :1f627:news kay baray main pata lagta rahta ha..or apko trade karnay main bi buhat madad mil jati ha
      Forex trading main news bahut jyada important hoti hai aur Jaggi Forex trading Mein Koi news aati hai to Puri Forex trading market bahut fast move karti hai aur jab Bulao Bhag types ki badi news aati hai to Puri Forex trading market Mein Halchal machi Jati Hai
      • #4 Collapse

        dear apki baaat theek hai magr trading daikhny se nh hoti hai karni se trading ka tjruba hota hai hmain chahye ki kam investment sahee par tading karni chahye risk to hota hai agr risk ka khayal karengy to hm kabhi trading nha kar sakty
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Yes dear ais market mai ye hai k hum ne agar news dekhni hai aor hum ko pata hai k ais time koi spech hai to hum ne aus mai kaam karna ho to hum ko aus mai kisi news chanel par dekhna parta hai k kai baat ho rahe hai aor aus se market mai kai faraq pary ga agar hum ne ais mai kaam kia ho to hum ko ye pata hota hai k hum ne ais market mai kon si news par kaam karna hai wo sab tab hi pata chaly ga jab hum koi news channel dekhy gay jaisy ap ne bloomberg ki baat ki hai to ais mai humy ye sari info asani se mil sakti hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X