Are you soon going to leave demo account?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    Demo account forex business ki rooh hai jis k begair him forex ko kbhe b nh seakh skty es liye humen demo account par khob practice karne chahiye ta k hum achy trader ban kar market ko samjh saken..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      jab hum dem ko use karty hain to humain practice kar kay kam karna ho ga kun kay insta account main trade karni ho gi practice kar kay hard work kar kay kam karna ho ga k loss km ho sakay
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #213 Collapse

        sir baat ya ha kay agar ham demo account ma tarde krty ha to usay hamay bhot faida milta ha qk waha say bhi ham tarding krky market kay trend ka pata chlta ha or hamay experince bhi milta ha ma apko yahi kaho ga kay apko 4 say 5 month demo accunt ma tarde krni chahiye uskay bad hi apko real account ana chahiye
        • #214 Collapse

          Agree with your point sir . New traders ka liye tu demo account per practice must hai aur iss kay baghir real account mai trading karna bohot he mushkil kaam hai . iss kay sath sath experienced traders kay liye be demo account acha hai ke iss mai woh apni trading aur be improve kar sakty hain.
          • #215 Collapse

            demo account pe practice jaari rakhna bohat zaroori hai is se hamare experience main izaafa hota hai aor ham main confidence aata hai jo k real trading main kaam karne k liye bohat hi zaroori hai is k zariye se hi ham profit hasil kar sakte hain
            • #216 Collapse

              Maen to boss kafi earsay say demo maen practice choor chuka hoon our main to abhe real account maen live trading kerta hoon our us say acha profit earn ker raha hoon our profit earn ker raha hoon
              • #217 Collapse

                Jab tak hamari trading perfect nahi ho jati hamain demo account ko use krna chaheye aur is main practice kr key experience banana chaheye. Demo account main kam karney sey confidence main izafa hota hy aur aap different strategies aur techniques ko asani sey use kr saktey hain aur loss ka fear bhi kam ho jata hy.
                • #218 Collapse

                  Dear demo account m trading tab tak karny jab tak ap ko knowledge or experience hasil na ho jay ap candle ko samj lan market kase movement karti ha is k bad real account m trading karny ta k loss na ho or easily successful ho saken
                  Be safe .its a dangerous market out there...:D
                  • #219 Collapse

                    is main hamain demo par ja kar k hi trade karny k bary main practice kar skaty hain aur trade karny k liye knowldge hasil kar k hi hum profit hasil karein gay aur knowldge hasil kar k hi earning kareing ay
                    • #220 Collapse

                      demo account ku naimat samjh ker deal kern chaye trader demo account ku real account samjh ker trade kery tu oc k liye kafi profit ha or loss tu wu demo pay hi ker lyta ha real ma nae hota phir
                      • #221 Collapse

                        dear jaha tak bat hai demo account ki to wo banda tab tak ni choar sakta jab tak bandy ki strategy kamyab na ho jaye kun k hum jab bhi koi new strategy test karty hai to wo phly demo par try kary hai aor aus k baad real par kam karty hai ais liay demo sath hona chaye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #222 Collapse

                          Main ney starting main demo account ko use kia aur phir us key bad ab tak demo account ko use nahi kia. Demo account ki zaroorat us waqt hoti hy jab aap new hotey hain aur trading sey ghabratey hain. Lekan jab aap ka confidence barh jata hy aur aap ki trading perfect ho jati hy to aap demo account ko use krna chhor detay hain aur direct live account main kam kartey hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X