Margin kia hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Margin kia hai?
    Margin;
    Trader ka acount main mojood raqam jo ksi be currency ko khrednay ka leye broker ko darkar hoti hai.margin kehlati hai.
    Margin kam honay ki sorat main trading platform trader ko currency khrednay ki izazat nahi deta.isi tarha agar ek trad chal rahi ho to to bo tab tak hi open rahay g jab tak margin rhay ga. Margun ki had khatam honay per trade auto pa band ho jay g.
    Ap ne 1000$ ka acount khola means ka ap ka margin 1000$ hai faraz krain leverage 1:100 hai.means ap ko ek mini lot khrednay ka leye 100$ drkar hn ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai apki post boht achi or kafi informative bhi hai jub k hmary account main margin ki bht value hoti hai q k jub tak hmary account main hmain marin milta hai tab tak hum apni trading kar skty hain oter wise hmari trading nahi ho skti hai es liye apni trading ko es trha mange karen k apko loss hony k bad bhi margin trading karny ki ijazat de dy or ap apna kam continously karty rahen

    اب آن لائن

    Working...
    X