Forex ko join kesa kiya,.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko join kesa kiya,.
    salaam!
    dear mujhe to aek dost se pata chala k forex koi buisnes hai,is lye main in huwa hun,.aur aik teacher se seekha ,.
    apko kesay pata chala is k baray main<>?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear mujhe forex ke bare me mere cusion ne bataya tah ke woh ek saal se is me business kar raha hai is liye me ne forex ko join kiya hai or mujhe bhut acha lagh raha hai kyu ke me is me ghar bethe online trading kar ke achi earning karta ho
    • #3 Collapse

      mujhe mere dost ne forex k bare main bataya tha maine join kiya to shoro main kuch boring sa laga but jab maine forex k bare main sekha aur jab yaha pe trading shoro ki to boht ziada enjoy karne laga.
      • #4 Collapse

        forex ko join kiya hai or mujhe bhut acha lagh raha hai kyu ke me is me ghar bethe online trading kar ke achi earning karta ho.mein ne aik newspaper mein ad dekha tha jis mein forex trading k benifits aur us ki training k bary mein bataya gaya tha.
        • #5 Collapse

          main na Forex trading ki joij apna online field ka badolt ki thi main na group main massage kiya tha ka mujhe life time kam karna ha agar koi business ha tu batao tu mare ek dost na mujhe is businesses ka bara main batya our usi time yah business main na join kar liya tha .
          • #6 Collapse

            Dear ap google per search kren or forex k bary main net par dekha tha or main ny is sy 1 sir k no ley or us sy rabta keya or un sy forex ki basic ki mehlumat hasil ki or ab mian forex main baqida trading kar rha hun.
            • #7 Collapse

              good point ... forex aik pakistan ka aisa forum hay k jisss k baray may ab har koi janay lag gaya hay ,.... it is now too much famous .. mjhay forex k baray may meray friend nay btaya tha and may nay b iss par trust kar k isay join kiya
              • #8 Collapse

                my dear meray khyal main ye aik funny question hai main nay forex trading ko apnay cousin say sun kar join kia isy join karnay k liay main nay koi planning nai ki main sirf part time job kar raha tha to main nay forex trading start kar di
                • #9 Collapse

                  man na b forex ka name he suna tha ak bhai sa megatyper sktana k lia call ki us na iska bta ida or isko skha b dia jiski usna payment b li mgsa bt mga ye kam acha lga tha start man tough zaror lgaa tha k kasisa kr paon g ya skho g bt ahsta ahsta a he gia kam krna ab b jari ha ye work
                  • #10 Collapse

                    well my dear mein forex ko abi he join kiyh hai mein abi bouns account pay kam kar rah hu my friends has tell mr about forex so i join it so will see i have a hope of best INSAHLLA i whould like to say that forex is best business
                    • #11 Collapse

                      yar mjhe mere dost nai is kle bare main btaya tha to mene search ki or learning start kar di or aj earning kar rahi hoon
                      • #12 Collapse

                        mujhe bhut acha lagh raha hai kyu ke me is me ghar bethe online trading kar ke achi earning karta ho.mein ne aik newspaper mein ad dekha tha jis mein forex trading k benifits aur us ki training k bary mein bataya gaya tha ha...business ha tu batao tu mare ek dost na mujhe is businesses ka bara main batya our usi time yah business main na join kar liya tha..
                        • #13 Collapse

                          g han mra bhai apna sahi bola han forex ka bara ma hum ma apna bhai sa maloom howa tha q ka forex ma humma achi earning b ho sakti han
                          • #14 Collapse

                            Forex trading ko dosto join karna bohat asan ha or is main hamain apna trading account open karnaykayleya is main investment karney parteeeeye ha or us kay bad ham Forex trading main apney trading start kar saktay hain .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear bro muje forex k bare main merey aik friend bay batya tha or main nay is ko is say hi join kiya is liye main nay is ko join kar k is main work start kia hai main is say ab work kar rha hu

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X