Bad day of use of indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    my dear ek best traders buht c cheezoon ko dekh k trading krta hai indecators ki ahmiyat apni jagah pe qaim hai isi trah fundamental analysis or technical analysis forex mein success k liye rerh ki haddi ki manid hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      sai kaha ap nay ya har trader ka har dimag hota ha aur har trader k pas us ki apni strategies aur us k skills hotay ha jo wo trading kartay way istemal karta ha .
      • #18 Collapse

        Bhai kisi b indicator pr 100% depend nhi hona chahiye blkay apni analysing ko b use krna chahiye or trading krni chahiye sometime indicators b missing kr detay hai jiski wja say trader ko bohat c difficulties ko face krna pr stka hai or loss b ho skta hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          kabhi kabhi esa bhi hota hy k humara koi ding bura sabirt hojata hy indicator use kerna ka aur hume loss hojata hy kyun k hum sure hota hyn apni trading skilss k bare me so hum kabhi is wja se bhi loss hojata hy.,.,
          • #20 Collapse

            nahi bhai bad day vo nahi ho ta hy jiss day my ap indicators ko use nahi karty ho par bad day vo lazmi hota hy jiss my ap nahi
            • #21 Collapse

              Dear meray sath bhe khuch iss tarha he hoa hy main ny bhe live trading main mt4 py indicators use ker k last two years main jafi loss kia hy but jab say news trading start ki boht acha profit earn kia hy
              • #22 Collapse

                jee jnab asa to hota he hai main be koi be indicator use nai kerti kun k mera experience be indicators k bare main kuch itna acha nai hai mera khyal main ager hume indicators ki help se faida hota be hai to boht thora wera to hume serf aur serf loss he hota hai iss leya main koi be indicator use nai kerti :(
                • #23 Collapse

                  indicators aik method hay and aik tool hay jis ko use kar kay ap technical analysis hasil karty hain aur basically ye analysis supports and resistance points and tiem frame ki base per banty hain so in main timing ka khyal na rakha jaye to loss ho sakta hay
                  • #24 Collapse

                    Forex trading main indecater or signal information dety hain kabi wrong or kabi right be hoty hain es leye soch samage kar trade karny ke zarorat ha
                    • #25 Collapse

                      Main ap ki baat se agree karta hun kun ke indicator sirf surrent situation dikhty hain jab market trend change karti ha ye bhi apni direction change kar laty hain tu iss iye humy indicators ar beieve kar ka tarding nahin karni chaye. nahin tu oss hi uthna pary ga.
                      • #26 Collapse

                        dear mai na tu koi indicator use karta hon aur na he muje es k bare mai pata hy es liye ap ko chahiye ap khud se es business mai kam karo aur faida hasil karo ta k ap ko enjoyment ka muqa mil sake...
                        • #27 Collapse

                          indicator se aap ko mill jata h views k kya lossss ho ga profit kya ho ga trade krny ka time kya hai thek se r aap ki luck kya kehti hai aap ko kranachaye ya nhi
                          • #28 Collapse

                            I suffered great lossespreshan ho gay ho k e bare mai aap ko inform karta hai analysis we can also get positive pipsBut i think your success and loss in calmness and that would be very nice
                            • #29 Collapse

                              forex mein acha day be hota hai aur bad day be hota hai but ager app trade jante hian toh app ka har day acha hi ho ga aur app har day earn karein ge aur ager koi bad be ajata hai toh koi bat nahi hai brother ..............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X