Loss ka khof

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka khof
    Loss ke khof se aksar trader trading se Bahg jate hein lekin khod main loss bardashat karny ke himat aur taqat paida karni chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading men loss ki sab se barri waja hi fear of loss hota hai ham jab tak apni trading men loss k fear ko khatam nhi kr lete hain uss waqt tak ham kabhi bhi acha results nhi le sakte hain q k hamen iss fear ko khatam krna bahot hi zaruri hota hai
    Agar ham iss fear k bajay confedenc k sath kaam krna start kr len to ham bahot hi acha kaam kr sakte hain
    • #3 Collapse

      G bilkul me apki baat se agree karta ho ku k kub aap trade lgaty ho to apko khof satany lagta hai ye sirf apki kam knowledge ko waja se hota hai ager aap market se her waqt attached rahi ge to apko kum se kum khof ho ga
      • #4 Collapse

        g bhai app ki bat bilkul bja hai k ju forex main trading main thora arsa kam karta hai usko pehly loss hekarna parta hai maagr wo loss k dar say agar forex chor day tu wo kabhe bhe success nahi ho sakta hai iss leay dar kar kam naeh karna chaheay balky hard work karna chheay kyon k forex main hard work karny wala he success ho pata hai.
        • #5 Collapse

          G han ap ki bat blkul sahi he loss to hr business me hota he or loss ke dr se hm business krna to nhi chor sakte bs hme is dr ko khatm krne or confident rhne ki zarurat he.
          • #6 Collapse

            loss ka khodf sirf or sirf un traders ko hota hai jin k pass experience na ho jin ho nay demo account na use ka hai es lye wo jab bee trading kerty hien to un ko loss ka khatra hota ha or wo yeh sochty hien k un ko loss ho jay ga.
            • #7 Collapse

              Dear plz ap ko pori 2,3 lines ki post krni chaye thi.Behr haal loss and profit hr business ka aik factor hai jo k hr business me mojod hota hai.Hmen loss se kabhi b nai darna chaye.
              Bl k try krn k loss ko limit me rkha ja saky or profits ko barha saken. tab hi hm successful trader ban skaty hain.
              • #8 Collapse

                forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han aur agr profit ho sakta hy tu loss bhi ho sakta hy is loss ho tu is se dishart nhi hona cahaiye aur forex trading business mein aur ziada mehnat karni cahaiye aur trading ka experience hasil karna cahaiye phr trading mein kaamyaab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  G bilkul theak he forex eik buhat acha online business he loss or profit to her business me hota he es me b loss or profit hota he or AGR hame loss ho jata he to phir hame us loss ko bardashat karna chahiye or loss k khof sy es par trading karna nahi chorna chahiye
                  balky es kam ko jari rakna chahiye to he ham es me kamyab ho sakty he
                  • #10 Collapse

                    jab tak hum trade karny ki confidence nahi hogi tab tak hum profitable trade nahi kar sakty isi liye hum trade karny sy pehly bardasht karny ki quvat aur confidence rakhni chahye aur hamesha sabar sy kaam lena chahye. markete ko analyse karna bhi zaroori hain. thanks
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Faida our nuqsan dono behn bai ha her waqt faida bi ni ho skta our her waqt nuqsan sa bi bachna chaheye baherhal jab tak koi takker ni kata vo master ni banta isi leye mantally dono chezo k leye her waqt apny ap ko prepare kr k samna krna chaheye
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Dosti123 پيغام ديکھيے
                        Loss ke khof se aksar trader trading se Bahg jate hein lekin khod main loss bardashat karny ke himat aur taqat paida karni chaye
                        Jain traders loss Apne mind Mere kal trading Karte Hain Tumko bahut jyada loss hota hai Kyunki what reading thik karne se nahi kar sakte aur unko loss ho jata hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ka khof

                          hello dear brother ap ko pata ho ga k ya bisness ko osol ha agr profit ho sakta hy tu loss bhi ho sakta hy is loss ho tu is se dishart nhi hona cahaiye aur forex trading business mein aur ziada mehnat karni cahaiye mahnat sa hi ham kamayab ho sakta ha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X