Mahnat ki zarurat hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    iss business main mehnat ki bahot arorat hai ja tak hum ye business kia koi b kaam main mehnat nahi karen gan us waqt tak hum us ka phal hasil nahi kar sakte isliye humhe mehnat karni chahiye iss mainn bahot profit hai inshaallah mehnat ka phal zaror mile ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      ager hum forex k trade mien mehnt kery gy to hamain es mien apna fiada he mily ga q k hum trade k bary mien bht detial sy jan ly gy to earning hasil ker ly gy so mehnat kerna chhye her trader ko
       
      • #648 Collapse

        har kamiyabi ka liye tu mehanat bohat zarori ha warna koi faida nahi mehnat karen gy to kamiyaab hongy warna rat se rat (night) to ameer hone ka khawab he dekh sakty han bas
        • #649 Collapse

          han dosto agar ap ne waqi forex se kuch earn karna ha to zaruri ha k ap bhot ziada mehnat or lagan se kam karo at least ten years tak mehnat karo is market ma basoorat e deegar koi expert ustad pakkar lo or us se aik mah ma seekh lo.
          • #650 Collapse

            dear forex trading aik bht bara business hy jis main ap ko sakht mehnat karni parti baghyr mehnat k ap koi b hi kam main succeeful nh ho sakty to isi tarhan trading main mehnat karyn gy to kamyab hn gy
            • #651 Collapse

              g han forex me mehnat ki bohot zaroorat hai jitni hard working karo ge utna success hoge or agar mehnat k baghair age jane ki koshish karo ge to loss karo ge profit nahi
              • #652 Collapse

                dear jes business me hardworking na ki jaye us me successful hona namumken hay, forex me b agar ham mehnt karen gey to unlimited profit earn kar sakty hey
                • #653 Collapse

                  g jnb ham koi bhi kam krty han to hamain mehnat ki zarurat hoti ha .forex bhi asa business ha jis mein ha,ain mehnat ki zarurat hoti ha .agr ham mehnat krty han to forex thiry sy time mein hamain bht kuch dati hai.bus hamain thori si mehnat ki zarurat ha aur kuch ni..
                  • #654 Collapse

                    Mehnat ki zrurat to hoti he mehnat kay bina to kuch bhi nai milta her cheez mein kamyabi Allah pak ne mehnat mein rakhi he jo mehnat karta rehta he osy apni mehnat ka phal milta rehta he or jo mehnat nai karta osy kuch hasil nai hota.
                    • #655 Collapse

                      g haan g forex ko seekhny k leay boht mehnat ki zroorat hoti hy aur forex main survive b wo hi trader kerta hy jo barpoor mehnat k sath forex ko seekhta hy
                      • #656 Collapse

                        aksar loog kehty hain k forex bohat hi asaan business hai laikin aisa nahi hai ye itna asaan business nahi hai bhai is me bohat mehnat ki zarorat hoti hai tab kahin ja k kamyaabi milti hai bohat sari practice k baad
                        • #657 Collapse

                          assalam o alaikum g is kam ko karny ky liya learning mehnat our bohat zyada hardwork ki zaroorat hoti hai our is kam may jitna zyada hardwork kiyajay utna he zyada experience ata hai our insan kay pas jitna zyada experience ho ga wo utni he jaldi is kam may success hasil kar sakta hai
                          • #658 Collapse

                            Dear friend ji haan aap nay bilkul theek kaha hai forex trading business ko kernay ka agar hum nay irada ker liya hai tou humein iss mein bohat ziyada learning karni hogi aur ziyada practice karni hogi kiyunke iss say hum acha profit earn kersaktey hein.
                             
                            • #659 Collapse

                              forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe yeh aik highly risky business hay forex trading kerni hay to pehlay aapko bohat loss uthana perreyga..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                jee bhai app ne bilkul thek kha hai ager hume iss business main akk kaamtab trader bnana hai aur apni sari wishes puri kerni hain to hume iss business main serf enter nai hona hota iss k leya hume iss business main hard working be kerni hoti hai :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X