Greed Vs Lose....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    dear sir i agree you for this question mere hisab k mutabiq me to kehti hun k jo lalach karte hain who zindagi me kabi bhi aage nhe barhte hain or forex trading aik online business hai or is me lalach nhe chalti hai agar hum is me lalach karege to hum trading me kabi bhi aage nhe barh payenge...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      forex trading main zayada lalach ki waja say humain loss hota hai kiu kay jub lalach ata hai hum main to hum lot size had say berda rakh dete hain jo kay hamari berdasht say baher hota hai or humara account wash honay ka bhi khtra hota hai
      • #993 Collapse

        mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader greed use karty hain or nahoi karty hain.
        • #994 Collapse

          lalach to har kaam mai bura hai agar hum trading mai profit earn karty hai to humari koshish ho gi k hum or profit hasil karen gy or hamary dil mai eager peda ho jati hai or hum or ziada profit kamany k chakar mai par jate hen or at last humain loss ho jata hai
          • #995 Collapse

            greedy play a very bad role in forex trading business. if we become so greedy in forex trading we may fall in loss in forex trading business. to become success in forex trading we need to avoid greedy.
            • #996 Collapse

              bhai greed hamesha loass ka hi sabab banti hai kehtay hai na laluch buri bala hai lalach ka maza to ata hai lekin jab profit ki jaga loss ho jay to phir insan matay par hath rakh kar beth jata hai is liye greed sirf forex main hi loss ka sabab nahi balke humain kisi bhi kaam main greed nahi karna chaiye.....
              м.αqєєℓ ѕнαнzα∂
              • #997 Collapse

                yes lalach se loss hota he agr lalach na kya jy to koe masla bhe nahe hota he aor loss nahe hota he koshash kro k ap greed se bacho aor money management ko use kro gy to ap nuksan nahe kro gy to fr best he k ap analysis ko use kr k earning be best kr skaty ho greed aik aisa aspect hai k hmara profit bhi iski nzar ho jata hai...humen profit ho ya loss humen bus greed se door rehna chaye.
                • #998 Collapse

                  g han ap ne sahi kaha he q k jab hum lalach me party hen to hum is ki wajha jab bhi hum lalach kerty hen to hum bari post lagaty hen or is ki wajha se humy bahut nuqasn uthana parta hen or is liye chti trade lagain ta k is liye ap aram se kaam kren
                  • #999 Collapse

                    forex trading is not a greedy business greed ka business se koi taluq nahi he business me sirf risk or skill ka kam hota he there is no need of greed in business.
                    • #1000 Collapse

                      Greed is very dangerous in forex trading and it can gives us much larger loss in forex business , this is dangerous emotion which can blow our account very quickly so hard work is necessary for us for our rewarding and successful forex career .
                      • #1001 Collapse

                        greed jitni karen ge aap ko is business me losses he losses hone hain apa ko lalach se bach kar he is business me kaam karna ho ga tabhi aap ko is se profits ho sakte hain otherwise mushkil hai .
                        • #1002 Collapse

                          greed often make losses for u, whn u involve into greed, u do not care about proper direction, u just think about making moni not about learnin,in which way u can earN good. so in greed u leave prper way and join shortcuts which are useless
                          • #1003 Collapse

                            g bilkul sahe kaha hai ap ne ke jitna zayada lalach ho ga utna he insan begair soache samjhe kadam uthae ga aur apna he nuqsan kr de ga aur hath sirf pachtaye ke elawa kuch nae ae ga is lea forex pe lalach kabhi bhe nae krne chaheye
                            • #1004 Collapse

                              jis kaam main lalach ho wo hamesha nuqsaan ka zaria raha hai kehte hain ke lalch buri bala hai tou sahi kehte hain ziada pese kamane ka lalch apko akhir mein nuqsan ke pas lake khada kardeta hai jahan se wapisi bht mushkil hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                i think mary khayal;sa ja thak amajanta hu8a aika Trading is often confronted us in the discontent of the profit that we receiv ha.................
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X